(The next day)
Dev:- kal ki flight ki tickets book kar du me
Anahita:- oh hello
Dev:- hello
Anahita:- you idiot ham sab tumhare tarah millionaires nai hai jo ham flight me jayenge
Dev:- oh accha to koi bat nai tum sab mere sath calo me sake liye ticket book kar dunga
Anahita:- oh ameer papa ki bigde hua bacche
Dev:- excuse me mind your words
Anahita:- ok to suno ham sab khudke kharch me ja sakte hai tumhe bada daan veer banne ki zarurat nai hai
Dev:- ok fine tum flight se nai jana cahti to Mumbai tak chal ke jaogi
Anahita:- Mr india ke richy rich train ka nam suna hai
Dev:- ham train se jayega🤨
Anahita:- ham to jayenge lekin tumhara nai pata tum bachpan se AC room me rahne vale, business class me travel karne vale train me adjust nai kar paoge
Dev:- me kahi bhe adjust kar sakta hu madam
Anahita:- oh really
Dev:- ha sirf 1 din ki bat hai me aram se ja sakta hu
Anahita:- dekhte hai😏
Dev:- dekhte hai😎
Avneet:- shart bhool gaye tum dono
Debanya:- ham lad thodi na rahe hai ham to bate kar rahe hai ekdam normal bate
Avneet:- accha thik hai ab ye pakdo
(She gave a small box to everyone)
(Vaishita got a pair of earrings and a pendant)
Vaishnavi:- oh wow kitna accha pendant hai, lekin tu hame gift kyu de rahi hai
(Devshake got a pair of button and a skin coloured dot)
Abhi:- inko mahanga har or hame ye button, ye to nainsafi hai
Dev:- or ye button ke sath ye kya hai karna kya hai iska
Avneet:- na ye button hai or na ye jewellery set
Anahita:- to kya hai ye
Avneet:- gadgets
All:- gadgets🤯, jo film me dikhate hai vaise vale
Avneet:- usse bhe advance, ye pendant or button ke andar ek camera laga hai jisse ham evidence collect karenge, or earrings or ye skin ke andar microphones lage hai jisse ham bat bhe kar sakte hai, hamesha ek dusre ke contact me rahenge
Dev:- cool kaha se khareda
Avneet:- mene banaya hai
Anahita:- tu engineer kab ban gayi, padh to tu arts rahi hai
Vaishnavi:- logo ko chot lagti hai to doctor ban jati hai
Dev:- ye sach me all in one hai
Abhi:- ab bas commerce bhe kahi dikha de
Avneet:- ho gaya😑 to kal sab ke sab 12baje railway station pahuch jana
All:- ok madam
Avneet:- dismiss
(At the railway station)
(Everyone was waiting for the train to arrive and dev also)
Anahita:- mene bola tha us dabbu ko mat le jao hamesha ki tarah aaj bhe late
YOU ARE READING
soul mates
Fanfictionthe story of 6 souls made for each other Jab pyar hona hota hai na tab ho jata hai..