21

32 5 0
                                    

(After the collage, avneet blindfolded Sid and took the team to the Delhi police headquarters)

Anahita:- ham po..

Avneet:- 🤫

Anahita:- 🤐 ham yaha kyu aye hai

Avneet:- 2 minute shanti rakh pata chal jayega

(They where standing at a corner, a car came and stopped at the main gate and the constables spread the red carpet on the floor, avneet removed the blindfold, the door of the car opened and Sid's dad came out of it, he was taken inside the headquarters with complete respect)

(Sid's eyes filled with tears of joy he was seeing his dad smiling out his heart after a decade)

(With honour Mr nigam was given all his badges and medals which were taken back years ago and he was given the post of DIG)

(The moment was full of happiness and pride)

(Sid couldn't control his happiness and hugged avneet tightly)

Sid:- thank you avneet thank you so much agar tum nai hoti to me papa ke cahre pe aise smile kabhi nai dekh pata, aaj tak jo log unhe ek corrupt officer kahkar unka mazak udate the vo aaj unhe salute kar rahe hai sirf tumhare karan tumhara ye ahsan me kabhi nai chuka paunga

Avneet:- zarurat bhe nai hai, bas jab bhe mujhe ghumne ka mood to mere sath bina koi natak kiye chalna, agar manzur hai to uth jao tumhare khushi ke asuo se mera pura kandha gila ho gaya

Sid:- sorry

Avneet:- tune apni nak to nai pochi na

Sid:- nai

Avneet:- ha to fir thik hai

Dev:- tu ye dikhana cahti the

Avneet:- ha

Dev:- mujhe laga tha ki.. rahne do

Avneet:- aise kaise rahne du bata kya laga tha tujhe

Dev:- sirf mujhe nai laga tha sabko laga tha

Avneet:- kya laga tha

Abhi:- ignore kar na avneetyyy..

Avneet:- na..na sab pata hai mujhe kya soch rahe the tum sab

Vaishnavi:- tujhe kaise pata ki hame laga ki tu Sid ko propose karne vali hai

Avneet:- abhe tune he bataya

Sid:- tum log kuch bhe sochte ho

Dev:- umar vahi hai

Anahita:- ha or group me already ek couple hai ek or chalega hame

Sidneet:- lekin hame nai chalega

Abhi:- kyu nai chalega kitne acche dikhte ho tum dono sath me

(Looked each other from top to bottom)

Sidneet:- bilkul nai (ek dusre se dur hath gaye) iske sath to kabhi nai😑

(Sid's dad noticed him)

Mr nigam:- are siddharth tum yaha

Sid:- ha papa mujhe to apne bataya he nai ki aaj apki posting ho rahi hai vo to accha hai ki avneet ko pata chal gaya or sahi time pe hame yaha le ayi

Mr nigam:- avneet ye vahi hai na jo kal tumhare dosto ke sath ghar a rahi the lekin raste pe gayab ho gayi

Dev:- ha uncle vahi hai

Mr nigam:- ab kaha hai

Sid:- yahi to khadi hai (turned) kaha gayi

soul matesWhere stories live. Discover now