Vaish: tum aa hi gaye ho to cake khake hi Jana....
Sid: lekin dii meri meeting...
Vaish: tumhara ye har baar ka hai meeting meeting..... Family ke saath thoda time to spent kar hi shakte ho na...
Sid: dii aap samajh kyu nahi rahi...
Vaish: tu rook beta... Me mom ko bulati hoo. Phir dekhti hoo ki tu keise nahi rukta...
Avi is just quite. She is adoring their bond. She took out her mobile and clicked their pics for memories.
Then Vibha came towards them. After scolded by his mother he finely stopped. Vibha cutted the cake. She feed Vaish, Avi and then Sid. But Sid felt something in cake witch is in his hand.
He found that pandrive is in the cake.
Sid: cake kisne banaya hai.
Avi: m..meine banaya hai...
Sid: Ms. Kaur kya aap ek cheez dhang ki nahi kar shakti kya...
Avi: lekin Mr Nigam meine Kiya kya hai...
Sid: (showing pandrive in cake) meri important meeting ki files is pandrive me thi. Jo aap ne kharab kar di hai..
Avi: Mr Nigam meine ye jaan bujhke nahi kiya hai...
Sid: I don't care... Lekin aapne meri pandrive to kharab kar hi di na..
Avi: me theek kar dungi...
Sid: aapko jitna theek karna tha utna kar liya.. ab aap mere kam se door rahe to behtar hai..
Avi: Mr Nigam I am really sorry mujhe nahi pata tha ki ye sab ho jayega...
Sid: aap meherbani karke koi bhi kam na kare to behtar hai... Jo aap kam yaha karne aai hai vo kare aur hame shanti se jine de...
Then he left from there.
Vibha: Siddharth....
Avi: aunty I am sorry...
Vibha: it's ok bachcha... Shant ho jao... Pata nahi ye Siddharth ko aaj ho kya gaya hai... Pehle to kabhi aise behave nahi karta tha..
Lekin aaj... Aur tum jyada tension mat lo... Aur haa cake sachme bohot achcha hai... God bless you...Avi: thanks aunty...
Avneet also left from there. She went to the market. She went towards Panipuri shop.
Avi: bhaiya... Sabse teekhi vali panipuri Dena...
Bhaiya: jii madam...
Someone came towards there. He also starts eating panipuri.
Avi: (while eating panipuri) aur teekhi...
Bhaiya: madam aapki health effect hogi...
Avi: abhi to Mera dimag kharab ho raha hai... Vo akdu samajhta kya hai apne aap ko...
Abhi: ohhho..... To baat kisi ladke ki hai...
Avi: aap se matlab...
Abhi: brake up hua hai...
Avi: kya...
Abhi: ladkiya brake up hone ke baad aisi hi harkate karti hai...
Avi: us khadus insaan se me patch up na karu... Brake up to door ki baat...
Abhi: me bhi janta hoo ek aise khadus ko...
Avi: tumhare vala mere vale se kam khadus hoga...
Abhi: (teasingly) achcha to tumhara vala jyada khadus hai...
Avi: aur nahi to kya... Arey ek stern face banake ghumta hai pura din... Smile to pata nahi last me usne kab ki hogi... Ya shayad pichhle janm me...
Abhi: mera vala bhi aisa hi hai....
Avi: what you mean by mere vala... Tumhe ladke pasand...
Abhi: kya bolti ho tum bhi... Vo mera dost hai... Aur tumhare vala...
Avi: me unke ghar pe rehti hoo...
Abhi: achcha... Jagda ho gaya kya uske saath..
Avi: haa, tumhe keise pata...
Abhi: panipuri khaye ja rahi aur vo bhi itni teekhi... Aur upar se ye ho ankho me Ganga jamna beh rahi hai.... Ussse saaf pata chalta hai...
Avi: to aur me kya karu...
Abhi: usse happy karo...
Suddenly Abhi's phone rang.
Abhi: mere usi khadus friend ka call hai... Mujhe office Jana hoga.... Brake tha isiliye golgappe khane aa gaya tha... Chalo by... Aur haa apne Mr. khadus ko mera hii bolna...
Then he left from there.
Avi: unka name puchhna to bhul hi gai...
Bhaiya: didi jii aap unko janti ho..
Avi: nahi...
Bhaiya: aap dono kaafi similar the... Mujhe laga shayad jante hoge...
Avi: nahi... Bhaiya me to yaha nai hoo... Veise bas ab aur nahi khai jayegi... Aap ke golgappe sachme Kamal the...
Bhaiya: aage se jab bhi golgappe khane ho to yahi aaiye ga...
After paying bills she left from there.
At night,
Siddharth came back to home. He saw that Vibha is looking tensed. He came towards her and asked her.
Vibha: Avneet...
Sid: kya hua use...
Vibha: abhi tak vapis nahi aai aur uska phone bhi nahi lag raha... Sheher me nai hai... Kuchh ho na jaye use...
Sid: kuchh bhi nahi hoga use... Vo khud aik musibat hai...
Vibha: Siddharth... Behave... Vo hamari guest hai... Jab tak vo hamare ghar pe hai vo hamari jimmedari hai.. itni pyari fool si bachchi hai... Bechari kahi fas gai hogi.... Pehle jao aur dhundho use....
Sid: vo bechari to bilkul bhi nahi hai... aur dii kaha hai...
Vaish: vo bhi use hi dhundh rahi hai...
Then Sid also left from there to find her.
So guys,
How was the chapter.
Tell your reviews in comments.
Few words about #abhineet.
Do vote and comments.
Your author,
Urmi.
YOU ARE READING
Emotionless Love
FanfictionWhat happened when your childhood bestfriend who is very naughty, emotional became emotionless. Sidneet are bestfriends from childhood but now they are stranger for eachother. Will Avi change Sid?