While dancing,
Riyaz: your eyes is so beautiful.. dil karta hai ki bas use hi dekhta rahu...
Anu: your face is so irritating... Dil karta hai ki baar baar isi face pe punch marti rahu..
Riyaz: OMG.. attitude aur vo merese... Impressive...
Anu: jii vo kya hai na ki Siddharth sir ke saath kaam karte karte itna attitude to aa hi jata hai....
Riyaz: lagta hai ki tum apne boss ki bohot badi bhakt ho..
Anu: aapko Jo samajh na hai.. samajhlo..
At night,
Sid's phone rang. After talking with that person in call he seems little tensed.In the morning, Sid took Avi to the Crematorium.
Avi: Aapne kaha tha kii aap mujhe unse milvane le ja rahe hai, then why did you bring me here... Kya vo yahi rehte hai...
Yahi aaspas ghar hai unka.. please bataiye na.. chup kyu hai...Sid: Ms. Kaur.. Aap jinse milna chahti hai vo.. yaha.. matlab...
Avi: Mr. Nigam, please bataiye...
Sid: unki death ho chuki hai..
Avi: kya... Ye aap kya keh rahe hai.. hosh me to hai na aap.. kuchh bhi to mat boliye.. unki death keise ho shakti hai..
Sid: Ms. Kaur... Aapke papa Amandeep Singh Nandra ki death ho chuki hai 20 saal pehle..
Avi: kya.. Amandeep singh Nadra.. matlab papa ka name ye hai....
Sid: Ms. Kaur aapne mujhse information nikalne ko kaha tha na us ghar ki.. vaha pe 20 saal pehle Amandeep Nandra unki wife Sonia Kaur aur unki beti Avneet ke saath rehte the.. phir un dono ka kisi vajah se divorce ho gaya aur phir aapki mom aapko leke New York chali gai.. Aur phir kisi accident me unki death ho gai..
Avi: (while controlling her tears) ye nahi ho shakta.. ye nahi ho shakta.. kehdo ki ye jhuth hai... Mr. Nigam.. please..
Sid: Ms. Kaur...
Avi sat in her knees and start crying. Sid sat beside her and tries to console her. She put her head on his chest and cry. Sid placed his hand on her back to console her.
After sometime Sid felt that she in not crying. She is fainted. Sid picked her in his arms and left from there.They reached hospital. Vaish came towards them.
Vaish: Sid, tu yaha... Aur Avi ko kya hua..
Sid: dii, me aapko baad me explain karta hoo.. abhi ye behosh ho gai hai.. ise pehle hosh me laiye..
Vaish: ohk.
After sometime,
Sid told everything to Vaish. Randeep also came there. Avi is now fine. She needs some alone time. So they didn't bother her.
At night,
Sid explain everything to Vibha aunty. Avi is in her room.Vibha: Sid, dinner ready hai. Avi ko bulake laa..
Sid: haa...
Then Vibha called Vaishu and Riyaz for coming towards dinner area. Sid went towards Avi's room. He saw that she is packing her bags.
Sid: Ms. Kaur, ye aap kya kar rahi hai...
Avi: packing...
Sid: lekin kyu..
Avi: Mr. Nigam.. aapko yaad hai ki ek din jab aap mujhse behad pareshan ho gaye the aur aapne mujhse kaha tha ki me aapki life se kab door jaungi.. aur tab meine aapse kaha tha ki me bas yaha apne important kaam ke liye aai hoo.. phir me yaha se chali jaungi.. vo important kaam tha apne papa ko dhundhna.. me bas ye janna chahti thi ki akhir kyu mere parents ek dusre se alag hue.. aisi kya baat ho gai ki mom mujhe leke papa se door New York chali gai... Lekin ab aisa koi nahi hai jo mujhe mere in sawal ke javab de shake.. mere paas yaha rehne ki koi vajah nahi hai... Aunty, uncle mujhe bohot miss kar rahe hai.. aur kal vo yaha aa rahe hai mujhe apne saath le jane..
Vibha aunty heard all their talks. She came towards them.
Vibha: Avi, kya sachme tu yaha se chali jayegi..
Avi: ha aunty.. vo jab meine masi ko sari baat batai.. to unhone kaha ki vo kal yaha aanevali hai..
Vibha: tu hamare saath kyu nahi reh jati.. dekh beta.. tumhare saath rehke hame aadat ho gai hai tumhari.. ab aise ham thodi na tumhe Jane denge.. teri masi ko to me dekhti hoo.. aise keise tumhe saath me le jayegi..
Vaishu: aur nahi to kya...
Avi: dii aap..
Vaishu: vo Pehle Sid tumhe bulane aaya lekin vo vapis nahi aaya to mamma bhi aa gai.. aur vo bhi vapis nahi aai to ham dono chale aaye yaha.. aur ye sab chhod tu... pehle mujhe ye bata ki aise keise achanak se yaha se chali jayegi.. Abhishek ka promise bhul gai tu.. tujhe baarat me dance bhi to karna hai.. meine keh diya na ki tu nahi jayegi yaha se..
Avi: dii me samajhti hoo aap ki baat.. me bhi bohot excited hoo aapki shadi ko leke.. lekin masi ki baat ko me mana bhi nahi kar shakti...
Vibha: chal ab ye sari baat ham kal karenge.. teri masi ko kal me achcha lecture dungi.. tu chal hamare saath pehle dinner karne..
Avi: lekin ye packing..
Vaish: agar tune ek baar aur packing ki baat ki na to suitcase balcony se bahar fenk dungi..
After dinner they went to their room.
So guys,
How was the chapter.
Tell your reviews in comments.
Do vote and comments.
10 comments....
Your author,
Urmi
YOU ARE READING
Emotionless Love
FanfictionWhat happened when your childhood bestfriend who is very naughty, emotional became emotionless. Sidneet are bestfriends from childhood but now they are stranger for eachother. Will Avi change Sid?