After sometime, Abhi's family left from there.
Next day,
Avi is working in her cabin. Anu came there.
Anu: Avi ye files.....
She saw that Avi is lost somewhere. Her hands are working in keyboard. She is typing weird words like, hdbdvdjbdndn....
Her eyes are on one pic. Witch is given by that uncle.Anu: Avi... Kaha khoi hui ho... Ye kya type kar rahi ho... Any problem...
Avi: nahi yaar... Pata nahi...
Anu: veise ye pic kiski hai..
Avi: it's a long story... Lekin tumhe short me batati hoo... Kisi function ki hai... Jisme mere papa bhi hai... Unhe hi dhundh rahi hoo and.........
Anu: inme to sabhi log bohot young hai... Keise pata kar payegi ki in sab me se tumhare papa koun hai...
Avi: vahi to samajh nahi aa raha...
Anu: tu society office jake purane records kyu nahi check karti... Unme se shayad kuchh pata chal jaye...
Avi: try Kiya tha vo bhi... Lekin kuchh saalo pehle vaha pe aag lagne ke karan society office puri tarah se jal chuki thi... Or saath me vo sabhi record bhi...
Anu: tu boss se help kyu nahi mangti... Unke contacts bohot hai... Shayad tumhari help ho jaye...
Avi: kya... Unse help... Bilkul nahi.. pata hai na tujhe ki kal kya hua tha... Bal bal bachi hoo me..
Anu: lekin phir bhi try kar na.. veise ab me chalti hoo mujhe kaam hai... Byy..
Then she left from there. Avi is thinking about that.
Meanwhile in Sid's cabin,
Randeep: what.... Tune kya kaha abhi... Tere emotions tere control se bahar ja rahe hai...
Sid: haan... Aaj tak kabhi aisa nahi hua... Jab bhi vo samne aati hai to me apne control se bahar ho jata hoo... Pata nahi kyu... Tu hi bata koi bimari to nahi hui na mujhe...
Randeep: bhai... Ek bimari hai aisi...
Sid: kounsi...
Randeep: loveria... Tujhe loveria hua hai...
Sid: what...
Randeep: tujhe pyar ho gaya hai...
Sid: huh.. bakwas mat kar... Mujhe koi pyar vyar nahi hua...
Randeep: achcha... To mujhe ye bata ki aaj tak kabhi tujhe kisi ladki ke liye itni concern hui hai jitni Avneet ke liye hui hai... Us din jab vo behosh ho gai thi... To apni halat dekhi thi tune... Tu tensed tha uske liye...
Sid: kyuki vo hamare saath rehti hai... Hamari jimmedari hai vo... Isiliye thodi si concern....
Randeep: ye tu kise batane ki koshish kar raha hai... Mujhe ya apne aap ko...
Sid: lekin ye nahi ho shakta... Kabhi bhi nahi ho shakta...
Randeep: to khyal hai aapka... Puri jindgi yu apne aap ko emotionless batake akele hi katni hai... Aur kis baat ki saja de raha hai khudko... Dekh tere papa ke accident me tera koi hath nahi hai... Tu samajh kyu nahi raha... Kyu apne aap ko sab se door kar raha hai... Dekh dost hoo me tera.. agar aise hi rahega to keise chalega... Tu move on kyu nahi karta...
Sid: dekh mujhe or kuchh nahi sunna... Mujhe akela chhod de...
Randeep: lekin...
Sid: please...
Randeep: theek hai.. jeisi teri marzi... Lekin ab bhi me keh raha hoo... Apni life me aage badh... Bhool ja vo sab jo past me hua tha...
Then he left from there. Sid starts thinking about their talks. Suddenly he heard a knock on door.
Avi: may I come in..
Sid: yes...
Avi: uhm....
Sid: say... What happened to you... Why you came here...
Avi: I just...
Before she could say something they heard a knock on door and Sanya came there.
Sanya: Sir... Vo...
Sid: tumhe kya ho gaya... Itni tensed kyu ho...
Sanya: Sir, vo Mr. Bansal ne deal cancel kar di hai...
Sid: what.. lekin kyu...
Sanya: vo keh rahe hai ki aapko uss deal me jyada interest nahi tha... Meeting bhi 5 minutes late hui thi... Aur jab Avneet presentation de rahi thi tab baar baar uska call baj raha tha... And all...
Sid: what the hell... Tum meri meeting unke saath fix karo... Hame har haal me ye deal crack karni hogi...
Sanya: okay sir...
Then she left from there. Sid came towards Avi. Anger is clearly visible on his face. He pinned her to wall.
Avi: m..Mr. Nigam... y.....Ye... Aa..aap k..kya... kar... rahe ho...
Sid: tumhari irresponsibility ki vajah se aaj ek bohot important deal chali gai hai... Tumhe pata bhi hai ki vo deal mere liye kitni important thi...
Avi: Mr. Nigam... Please chhodiye mujhe... It's hurting...
Sid: tumhe hurt ho raha hai... Aur mera kya... Mere papa ka dream project tha ye.. tumhari vajah se aaj vo bhi haath se chala gaya...
Avi: uske liye me maafi mangti hoo aapse.. please chhodiye mujhe... Mujhe hurt ho raha hai...
Then he realised that he is holding her hand very tightly. He left her. Red mark is clearly visible on her hand. He came towards his table. He took out medicine kit. He made Avi to sit in his chair. He kneel down and held her hand. He put some ointment in her hand and softly caressing her hand. She hissed in pain. Sid felt pang in his heart.
So guys,
How was the chapter.
Tell your reviews in comments.If you really want next chapter than please do some comments. Comments hame motivate karti hai next chapter likhne ko...
Goals: 15 comments and 10 votes
Your author,
Urmi
YOU ARE READING
Emotionless Love
FanfictionWhat happened when your childhood bestfriend who is very naughty, emotional became emotionless. Sidneet are bestfriends from childhood but now they are stranger for eachother. Will Avi change Sid?