♥️13

791 25 0
                                    

Karan and Monami be like ab humne kya Kiya

Woh sab se puchte hai ki kya hua but no reply
Ulta sab gusse mai aur dekhte hai
.
.
Dadi andar se aarti ki thali lekar aati hai aur
.
.
.
.
Aur dono ki aarte utarti hai aur monu ka Karan k saath welcome karte  hai

.
.
Karan and Monami dono abhi bhi confusion mai hote hai
Karan- dadi yeh sab
Dadi- bas ✋phale bado ki blessings lo aur haa dono saath mai
Dadi to monu- tum bhi saath mai

Karan and Monami - sabhi bado ki blessings lete hai...
.
.
.
.
Ab koi batayega ki kya hua hai
Mr.shergill- phale tum dono batao ki yeh kya hai

Karan aur monami dono pictures dekhar pareshan ho jaate hai .

Param- ab chup hi rahoge ya scene woh bhi batao ge
.
.
.barkha- haa monami daro mat sab batao kya hua tha
.
.
.
Karan aur monami unko sab sach bta dete hai ....

.
.
.
.
Karan dad - maa apko kaise pta chala esbaare mai
Dadi- are puttar mai toh edhar hi aa rhe thi lekin humare pass k village se khabhar aayi ki udhar kise ki jabardasti shadi karaye gyi hai andhvishwas aur unki purani soch ki wajah se bichare bacchon ko pareshan Kara gya hai esliye mai udhar gyi thi jab gyi yeh log Jaa chuke thai udhar kuch logon ne yeh tasvir dikhaye tabhi mai edhar aayi hu
..
..
..
..
.
Dadi. To karan- sach mai phale toh mujhe bahut gussa aaya but jab pta chala ki monami Karan ki biwi toh mujhe koi pareshani nhi hai mai toh bahut khush hu es shadi se
.
.
.
.
Bas naraz hu ki aakhir tum logon ne hume kyu nhi btaya
.
.
.
.
Karan mom and dad - haa hume bhi koi pareshani nhi hai es rishte se balki hum toh humesha se Aisa hi chahte thai
.
.
.
.
Karan- monu ek dusre ko hi dekh rhe hote hai .
.
.
.
Karan- dekhiye jo hua ek jabardasti thi mai aur monami es shadi ko nhi maante
.
.
.
.
Etna bolkar woh Ghar se chala jaata hai
.
.
.
.
Aur monami apne room Mai
.
.
.
.
Dadi- ( in mind) ab lagta hai mujhe hi kuch karna padega mai en dono ko alag nhi hone dungi ...
.
.
.
.
.
.
Aur dadi wahi par gir jaate hai
.
.
.
.
😅😅😅Yes guys dadi ki yehi trick en dono ko pass laneki

Baki next part mai
.
.
.
.

♥️ Moran -(Secret Marriage)Where stories live. Discover now