CHAPTER -1

1.5K 113 27
                                    

It's a new morning Avantika did pooja and went to make breakfast for her prince... it's a daily routine that she follow for years...

After bearing so much in life also her faith in divine power does not reduce!!! she has unwavering faith in god.

Every morning she only prays for her kid's happiness and safety.... She doesn't want anything else in life other than to see her children happy..

After prayer, she went inside the kitchen where house help Neelu was already presented doing preparation so that Avantika don't have to do it all alone.

She is more of an elder sister than a servant in the house.. She was there with Avantika when she needed someone the most...

Avantika - Good morning neelu di.

Neelu - Good morning. Maine preparation kar di hai, aap bas parantha ka stuffing ready kar de.

Avantika - Aap ki tabiyat kharab thi kal neelu di, Aram kar leti aaj ke din kyu taklif kar rahe hai!! Main kar leti na ye sab.

Neelu - Meri tabiyat ab thik hai.Aur aap bhi kal late tak kaam kar rahi thi to socha madad kardu.

Avantika signs as it's unless to say anything to her, as she never listens nor she takes care of her health.

Neelu - waise aaj kal itna kaise busy there hai aap.

Avantika - Naya branch open Karne ke liye preparation kar rahi hun. Next year se Aru ka college start hoga. Uska admission achhe se college me Karna hai.

Ab bada ho raha hai woh, uski jarurat bhi badhegi.sab afford karne ke liye ab zyada mehnat karni padegi.

I don't want him to lack something or feel like his mother isn't capable of providing for his needs.

Neelu - tum waise hi use bahut ache se pal rahi ho, kisi chiz ki kami nahi rehne de rahi ho.

Avantika - janti hun par kahi na kahi koi kami reh hi jati hai... tabhi to aru ko apne papa ki kami khalti hai, jab woh dusre bacho ko apne papa ke sath dekhta hai.

Bolta nahi hai mera bacha !!! kyu ki use lagta hai woh kuchh puchhega ya kahega to main dukhi ho jaungi. Par to mujhe pata haina uske dil me kya chal raha hai.

Neelu - Tum jyada mat socho. Use pata nahi hai apne papa ke baare me isiliye bas unke baare me janana chahta hai.

Ye to normal hai. kai sare sawal hai uske man me par iska matlab ye nahi ki tumne koi kami rakhi hai.

Mujhe lagta hai, ab vakht aa gaya hai use uske pita aur pariwar ke baare me bata dena chahiye.

Avantika - ye aap kya keh rahi hai. Use unke baare me kabhi pata nahi chalega nahi aru ke baare me unhe.

Aap jante hai aru kaisa hai... Usne mujhe nahi samja to main use khona nahi chahti.

Neelu - woh tumse bahut pyar karta hai. woh kabhi tumhe galat nahi samjega!!! Sach dhuve ki tarah hota hai Avantika chahe kitni bhi koshish karo pata chal hi jaata hai.

Avantika - use kabhi pata nahi chalega.. She makes stuffing and went to wake up Aru.

************************************
Avantika went inside Arav's room and open the curtains so that sunlight came inside from the window and made her prince realize that it's morning.

But it looks like he doesn't have any effects. He is still sleeping without bothering about anything.

Avantika - Aru bachha woke up and shook him but instead of waking up he shifted his head in her lap and buried his head in her midriff.

KinaaraWhere stories live. Discover now