Riya pov: arjun sir ne toh majburi mein keh diya ke he will marry me bt mein.. sirf mere liye wooh itna kuch kyon sahe..? kya wooh mere jaise ladki deserve karte hai. Kya shaadi ke baad mein unhe wooh khushi de paungi joh unka haqq hia..
Her cell buzzed and it was ayesha..
Ayesha: hi riya ghar pooch gai thik ho tum?
Riya: ayesha mujhe tumse kuch batein karni hai kya tum thodi dair ke liye ghar aa sakte hoon..
Ayesha: haa sure.. mein abhi ate hoon..
After few minutes ayesha reached riya's house..
Arjun: ayesha tum?
Ayesha: wooh sir riya se milne aye the..uncle aunty kaise hai aap?
Riya's parents: thik hai beta riya apne kamre mein hai.
Ayesha went to ria's room.
Riya's mom: arjun ek baat poocho?
Arjun: jee..
Riya's mom: tum shaadi shuda ho tumhare patni ko.. kya tum riya se pyar karte ho..?
Arjun: aunty roshni mere zindagi mein bohot mayne rakhte hai.. par yeh bhi sach hai ki ab wooh nahi hai mere saath aur rahe riya se pyar ke baat.. mein nahi janta ke kiss pal ria se pyar kar baithunga. Par yeh yakin dilata hoon ke uske har khushi har dhukh mein uska saath dunga. Usee wooh pyar wooh haqq aur izzat dunga toh meri patni hone ke nate usee milne chahiye..
Riya's dad: bas arjun hume yakin hai tumse behtar riya ke liey koi ho hi nahi sakta..
In riya's room:
Ayesha: ri tumhe achanak bula liya kya baat hia?
Riya: ayesha sab mujhe aur arjun sir ko galat nazar se dekh rahe hai.. unka meri care karna meri family ka support karna yeh sab..
Ayesha: riya logo ka kya hia aaj bolenge kal chup ho jayenge..bt baat kuch aur hi hai..
Riya: ayesha mein.. mein nahi chahti ke meri wajahse koi arjun sir ungli uthay .. akhir wooh unhone mere liye meri family ke itna kuch kiya hai,, unki insult nahi sahi jayegi mujhse..aaj bhi mall mein..
She narated whole incident to ayesha..
Ayesha arjun sir har waqt mere saath khade rahe hai par unhe kitna kuch sunna pada..nahi ayesha mein yeh nahi seeh sakte ..mein unki bohot izazt karti hoon ..taklif hoti hai mujhe unke barein kuch bhi galat sunke.
yeh jante hue bhi ke unhone majburi mein mujhse shaadi ke liye ha kahi hia kya mujhe bhi haan karni chahiye taake log humpe aur ungli na uthay..
par kya yeh sahi hai?kya hamara ristha ek normal risthe jaise hoga..? kya hum kabhi bhi iss rishte ko waise nibha payenge joh ek normal pati-patni nibhate hia..?
mujhe kuch samaj nahi aa raha ayesha mein kya karu?
Ayesha: riya mein sirf inta kahungi joh bhi faisla lo wooh dilse lo logon ke batien sunke yaa koi tumse ya arjun sir se kuch keh raha isliye nahi.. riya sirf ek baar shaant man se apne dil pe haath rakho aur faisla karo..wooh faisla kabhi galat nahi hoga..
Ayesha pov: riya yeh tum dono bhi nahi samaj pa rahe ho ke kyon tumhe inti taklif hoti hai ek dusree ke liye.. yeh koi aam feeling nahi hai.. its love.. pure love.. bt abhi tum dono iss feeling ko accept nahi kar paoge.. bt I wish ke ek din tum dono ehsaas hoajaye yeh joh bhi hia tum dono ke beech yeh pyar hai..
Riya shaked ayesha from her thoughts..
Riya: kahan kho gai tum ayesha?
Ayesha: bas tumhare aur arjun sir ke barien mein soch rahe the..riya itna stress mat lo sab thik hojayega ..
Riya: ayesha thanks yahan ane ke liye..
Ayesha: riya mein koi parai ho kya?
Riya: nahi,,
They hugged each othr..
Ayesha: kabhi bhi kuch bhi kaam ho joh bhi share karna ho toh mein tumahre saath hoon.
Riya: hoon.. ab tum jao rathod sir miss kar rahe honge tumhe..
Ayesha: ri.chalo mein nikalti hoon..
YOU ARE READING
Ariya ss : Agni sa pavitra
Storie d'amoreHar rishte hia rang alag Har risthe hai sang alag Kahe unkahe iss anokhe rishte ke hai kuch baat hi alag.. Kehte hia kuch risthe alag hi hote.. Un ristho mein baton se zyada ehsaas hote hia.. Un risthe ka koi naam bhale ho na ho Par dil ke ehsaas...