Chapter 11 - Haseena's Dreadful Pain...

233 35 12
                                    

happy reading fellas..

"mujhe yekin tha tum vaapas jarur aavogi...." said the grandmother pouring a cup of tea at the dinning table and passes to Karishma... "tumhe dekh kar bahut kushi ho rahi hai Karishma..." caressing her head lovingly and take a seat beside her...

Karishma takes sip of hot tea and smiles....she had come to talk to the grandmother before going to Haseena place.. she wants to know more about her problem...wanted to learn her pain...and it was almost night time and she needed a place to stay before she start her travel.....she drinks her tea completely and settles herself on couch for the talk...

"kya ab hume baatha sakthi hai actually Haseena ko huva kya hai...vo kyu aise hai..."

The grandmother takes a deep breath leans on the chair... "pehale vo asie nahi thi...jabse uski Ammi aur Abbu ki mout huvi hai vo bahut hi akele ho gaayi thi...hume laga ki uske chacha aur chachi uska dhyaan rak raha hai..lekin uss din hume khud Haseena ke sach pata chala ki vo Psychiatric ward me hai...hume tho laga tha ki vo thik hai..baas aise hi apne vacation tumare saath yaha aayi hai...."

"apko sach me nahi pata tha unki halath ke baare me..."

"nahi beta....sach me kuch nahi pata....vo kya haina ki hum blood related nahi hai...hum Haseena ke Dadi ke dost hai...hum dono ki dosti bahut gahari hai...jab mere koi bacha nahi tha Haseena ke dadi ne mujhe uske family se introduce karvaya tha taki hum kabhi apne aap ko akele na samjhe....uske jaane ke baad maine unki family ek member ho gaayi aur chutti ke time hi vo mujhe dekhne aaya karthe the....tab jaake meri mulakat Haseena se huvi...uske baad vo log thoda busy ho gaaya aur hum logo ki baathe sirf phone hi hothi thi...jab Haseena ke folks ke baare me pata chala tho mai puri tarah se toot gaayi thi....aur Haseena ki chinta ho rahi thi ki vo ye sab kaise sambal rahi hai..kyuki pehale bhi vo thoda disturbed ho gaayi thi apne dadi ke jaane baad..."

"pehale matalab..."

The grandmother takes a seat beside her on the couch... "Haseena apne dadi se bahut attachment me thi..haar saare baathe apne dadi se share karthi hai...jab uske dadi usse chod kar chale gaayi thi tab bhi vo thoda udas ho gaayi thi..kisi se khool kar baat nahi karthi thi...hume laga ki ye normal hai..kisi ko khona ka darth har kisi ko hotha isliye uske parents ne usse time diya....fir city badala,ghar badala ye maan kar ki Haseena thik ho jaayegi..aur huva bhi aise hi...bahut hi kush thi aur aage badh rahi thi....par ab uske Ammi aur Abbu nahi hai tho...tum samjh sakthi hona uska darth...."

"fir apne kuch kyu nahi kiya..aap unhee yaha kyu nahi aayi..."

"jaise ki maine pehale kaha ki mujhe iss baare me kuch nahi pata..aagar pata hotha tho shyd mai uski madad karthi..pehale ke dino me Haseena ka phon aaya kartha tha....tab usne kaha ki vo mere paas hi aana chahathi hai...aur maine ye baat ko maan bhi liya...fir ek din Manish ka phone me aaya ye kahane keliye ki vo apne saath Haseena ko le jaa raha hai...kyuki vo legal guardian hai....mai kuch kah nhi paayi...vaise kaha jaaye tho vo bhi sahih ai....mai tho uski koi guardian nahi hoon..aagar hothi tho baat kuch aur hothi....par ab lag raha hai ki mujhe kuch karna chaiye tha.....aaj tak samjhthi rahi ki Haseena safe hai khus hai..aage badh rahi hai.....lekin mujhe ye nahi pata tha ki vo inthna depressed hai...ab mai chaha kar bhi kuch nahi kar paa rahi hoon...."said the Grandmother and Karishma wipes her tears thinking about her best friend..

"tumhe iss baare me Haseena ne kuch nahi kaha kya...."

"nahi..aagar kaha hotha tho shyd hum hi kuch aur karthe...jab tab vo humare saath thi tab vo bahut hi kush thi Dadi...koi unhee dekh kar bol hi nahi saktha she is mentally unstable....vo tho hum dono ke baare me soch rahi thi ki yaha aane ke baad kya kare...kounse school me jaaye..aur kya padhe....unhone tho pura plan baanaya tha....ek minute keliye bhi nahi laga ki vo depressed hai...haan inthna pata tha ki vo apne Ammi aur Abbu ko bahut hi miss kar rahi thi...humne jaane ki koshish ki tab vo baat ko ghuma dethi ya fir gussa ho jaathi...hume laga shyd vo iss baare me baat nahi karna chahathi...aur uss din tho unhone kaha bhi ki sahi wqt par vo humse share bhi kargei...lekin usse pehale...."said Karishma taking deep breath...

Dream It Out Loud...Where stories live. Discover now