Kehte hai zindagi ke bhaag dhoud humare haath mein nahi hote hai , jo lamha beet jathi hai woh wapas mudke nahi aathi hai ..
Hum yeh sochte ki khash yeh lamha wapas ajaye toh hum kabhi humare ya apnon ki zindagi ke saath ayisa kabhi hone nahi dete ..
Pata nahi iss khash shab kithni keemthi hai , kithne zindagiya iss khash sabhd par atak gaye hai ..
Par yeh kahani kuch ayisi ladka ka hai , jo yeh socthi ki khash mujhe wapas uss time par Jane ka pouks milthi toh mein apni maa ke saath ayise na insaafhi hone nahi dethi ..
So chahiye Aaj ki kahani dekthe hai , a story by my bestie Mandvipant
And unke nazariya se dekte hai aaj ki yeh kahani ..
MIRACLE BEYOND TIME
A girl almost 18 of age sitting on a bench in coaching lost in the thoughts. She came out of her trance just after her friend shake her.
Girl:- kya ho huh !! bol kyo hua?
Friend:- Bro class khatam ho gayi hai
Girl:- Haa to chal.
Friend :- Oo Miss Kritika Malhotra kaha khoyi rehti hai aaj kal.
Kriti:- Ooo Miss jagga jasoos jyada dimag chalani ki zaroorat nahi hai.
Friend:- Dekh tension mai to tu hai aur chupa Rahi hai par Radhika se chupana mushkil hi nahi namumkin hai
Kriti:- (hitting her head lightly) chup kar pagal.
While going back home Kritika was in deep thoughts.
Radhika :- kya ho gaya kaha khoyi hui hai ?
Kritika :- Yaar ............ dekh time se hum kuch time ke liye past mai ja sakte hai .
Radhika :- haa to uska kya
Kriti :- agar mai time mai peeche ja ke mumma papa ki shaadi rok du to .
Radhika :- ho to sakta hia par phir tu kabhi paida nahi hogi .
Kriti :- kyu
Radhika :- dekh you are made up of specific set of genes jo ki tere mumma papa se hi aaye hai aur agar wo dono saath nahi aate to tu bhi kabhi paida nahi hogi .
Talking like this only they went to their respective homes. Kriti went straight to kitchen and hugged her mom [which is monu off course ]
Monu:- Aaa gaya mera bacha Chal jaldi se fresh ho ja mai khana lagati hu phir revision kar lena .
Kriti :- haa ja rahi hu pap kaha hai
Monu:- aate honge thoda bahar gaye hai
Kriti went to her room. After a while , dinner time at dinning table
Aneesh:- Aur kaisi rahi class.
Kriti :- Theek thi
Aneesh - Ho jayega na is baar.
Kriti - Papa bol to aise rahe ho jaise sadiyon se yahi kar rahi hu
Aneesh :- Haa to beta Sadiya hai bhi nahi karna hai to abhi karo warna kuch mat karo ..
Monu :- aise use de-motivate to mat karo
Aneesh :- tu to rehne do tumhara hoga tha jo tum bol rahi ho
Monu :- Ho gaya that agar aap se shaadi na hui hoti na to aaj doctor hoti mai .
Aneesh :- karne wale na shaadi ke baad bhi kar sakte hai .
YOU ARE READING
ZDMN GALA (CELEBRATION OF ZDMN )
Fanfictionthis is an OS celebration of zdmn .. to know more plz peep into the book .. Cover credit goes to prutha