So aaj independence day hai toh ek special os toh banthi hai ..
Aapko independence day se kya yaad aathi hai , jo log India keliye apne Jaan sacrifice Kiya hai , shayad woh yaad aatha hoga right , ya fhir zdmn ki koi missions ?? Ya fhir kisi Indian silolidier ki yaad aatha hoga jo apni life ko desh keliye sacrifice Kiya ho ..
Mujhe meri schools days yaad aathe hai , ofcourse jinn logon ne humare independence keliye fight kiya hai , apni jaan ko bhaaji lagake humme protect kar rahe hai unke bhi yaad aathi hai and i never forget to respect them at any time ,,
But iss particular independence day par mujhe meri school days ki yaad aathi hai , August 15 ki ek hafte pehle se hi humara celebration shuru hojathi thi , sports ,games , debate compititions , dance performance keliye ready hona , freedom fighters keliye play ( drama on stage ) uski reharsels , ek hafte se hi celebration shuru hojatha tha ,
Aur 15 August ki subha 5 bhaje ko utke ofcourse baaki dinon mein 7 bhaje ko utte the woh alag baath hai , aur uss din 5 bhaje ko utt kar white uniform ko mummy se iron karwake , full cleanly ready hokar , school jate the , agar white shoes par thoda bhi dhaag ho toh , white chalk se uss par ki dhaag ko chupa kar , sari dosth ki ghar jake , sab ek saath school jate the , August 15 ka din school busses nahi aate the ghar tak so ussi ka din humme bycycles par school Jane ki permission milthi and hum uss bycycles ko royal Enfield ki tarah chalate hue road par show off karte hai , ofcourse uss wakth chote bacche the aur kya karte the ??
Aur fhir school Jane ke baad , 2 rupees ka flag , shirt jeb ko lagake , agar kuch zyada Paisa ho toh 15 rupees ka flag batch kareedthe the ,,
Fhir flag hosting ke time koi cheif guest ajatha tha , unkeliye wait karte karte aadhi zindagi beeth jathi thi , fhir unke flag hosting ke baad , dance performance on maa thuje salaam , or any patriotic song , fhir freedom fighter story par play ,, yeh sab hone tak afternoon hojathi thi ,
Dhoop ki wajese ek aadhe log behosh bhi hojate the *lol *
Aur August 15 ko humari principal Lalitha ma'am ki birthday tha , hum sab humari paison se cake kareedh kar flag hosting ke baad cake cut karwate the , ofcourse cake humare tak nahi aathi thi , sirf teacher teachers hi chat kar jate the * chuckling* but jathe wakth ek biscuit packet aur ek eclairs chocolate dedethe the
Fhir ghar aane ke baad , tv lagaya toh khadgam ( Telugu movie) telecast hothi thi ya fhir Roja movie telecast hothi , aur humara din ayise hi guzar jatha tha ..
Mein in sab moments ko bahut miss karthi hunn aaj ka din ..
So on the basis on these incidents, mein aaj ki os likhne wali hunn ..
Asha karthi hunn aap log bhi enjoy karengey ..
***************""""
August 15 ..
Morning 6 am ..
Mahajan house mein ek mini Kargil war chal rahi thi ,
Do log lad rahe the ..
"Sid mein pehle washroom javungi , varna mein late hojavungi "
"Monu maine first utt gaya tha so according to that mein first washroom javunga "
Yes they are none other than a 8 years Monami and 8 years old Sid , both are twins so , jab se paida huye the tab se lad hi rahe the , Sid monu se 5 paanch minute bada tha , iss baat prevelage monu humesha utathi thi ..
Mo : bade ho sharam nahi hai , choti bacchi se ladne ki ??
Sid : sirf paanch minute hi bada hunn , 5 saal nahi ..
YOU ARE READING
ZDMN GALA (CELEBRATION OF ZDMN )
Fanficthis is an OS celebration of zdmn .. to know more plz peep into the book .. Cover credit goes to prutha