Raksha bandan
This is a work of fiction. Names, characters, businesses, places, events and incidents are just only for entertainment, don't want to disrespect any religion r cast
***********************
Aaj raksha Bandhan hai toh ek raksha bandan spl os toh hona hi chahiye so zyada time waste na karte huye let's peep into the story ..
Raksha bandhan bolte hi kuch emotional stories yaad atte hai humme par aap toh meri story pad rahe ho toh thoda toh different hona chahiye na so aaj ki kahana start hothi hai …
*********************
A banglow ..Name plate par likha huva hai Sherghil mansion ..
A guy was sleeping like log on his stomach , his phone's ringtone disturbed his sleep ..
And yes he was none other than karan ..
Karan : ( without seeing the caller ID , in sleepy tone ) hello ..
Mo : what hello , utt bhi jao ab ..
Karan : tum pehle yeh bathav phone kyu ki ??
Mo : actually aaj mein papa se humare baremein baath karne wali hunn ..
Karan woked up with a jolt ..
Karan : kya bol rahi hai ?? Are you sure tumhare papa ko koi objection nahi hogi humare relationship se ??
Mo : woh toh mein sure nahi hunn , but ajj mumma bahut bahut bahut zyada kush hai and mumma ko dekh kar papa bhi bahut kush hai , toh i hope woh maan hi jayengey ..
Karan : as far as I know tumhare parents ka love marriage hai and un logon koi problem nahi hona chahiye ..
Mo : sirf love marriage nahi , woh log uss time par unke Ghar walon ke khilaf jakar shadhi kiye the , meri mom ka bhai yani ki mere maamu ko toh mere dad bilkul bhi pasand nahi tha , isiliye ithna saal meri mom ko khud se dhoor rakha hai , finally ithne saloon ke baad meri mom dad ko mere maamu ne accept Kiya , isiliye meri mom bahut kush hai ..
Karan : acchi baat hai , fhir toh yeh final hai tum apne parents ko Aaj humare baremein bathado , mein apne parents se bhi aaj hi baath karunga .
Mo : umm what if woh log maane nahi toh ..
Karan : toh manayengey aur kya rani sahiba ..
Mo : teek aaj mein zyada phone nahi kar pavungi mama ke Ghar jare hai hum ..
Karan : ahhh I am already missing you ..
Mo : awww
After talking for sometime , they hangs the call , karan got freshen up and went to kitchen ..
He saw everyone were busy in preparation, suhana was making special dishes on the occasion of rakhi
Karan : maa ithne sare dishes , kya baat hai koi guest aaraha hai kya ??
Su : haan , ithne din se out of town hai aur agaya seedha dosthon ke saath masthi karne mein Lage ho , tumhe kya pata ghar mein kya kya hua hai ??
Karan : kya hua hai ??
Su : tumhari bua aari hai , woh bhi saalon baad ..
Karan : wowww meri bua ?? Matlab meri bhi bua hai , oh my god , lekin ithne saloon tak kaha thi ??
Su : woh sab bahut badi kahani hai , kabhi fursat se bathavungi , bus ithna samjo ki tumhare papa tumhari bua se saloon se nazaar tha , kuch din pehle ek function fhirse dekha tha aur dono ki beech sari gileship dhur hogaya hai ..
YOU ARE READING
ZDMN GALA (CELEBRATION OF ZDMN )
Fanfictionthis is an OS celebration of zdmn .. to know more plz peep into the book .. Cover credit goes to prutha