प्यार
Iss do akshar ki iss shabh se humari duniya chalthi hai , hum iss pyaar ke peeche pagalon ki tarah bhaagte the rehte ,, aur kehte hai yeh pyaar kis roop mein kab kaha kiske saath hojatha hai kisi ko pata nahi chalta ..
Par iss pyaar ka koi expiry date hai ??
Haan hai , bilkul hai , kisi ka pyaar kuch din saath rehne se khatham hojathi hai kisi ka pyaar kuch pal saath bithane ke baad khatham hojatha hai , par woh pyaar nahi infatuation or attraction hothi hai ..
Sacha pyaar ko kabhi expiry date nahi hothi , jab tak hum zinda rehte hai tab tak woh pyaar bhi humare saath rehthi hai , chahe woh insaan humara saath rahe ya na rahe ..
So mein aapki writer devi aaj lekar aayi ek din chune wali kahani ,
Kabir aur seetha ki kahani ..
Ek minute yeh toh zdmn gala hai , ismein Moran aur baaki zdmn ki story honi chahiye toh yeh kabir aur seetha koun hai ..
Ok ok samaj sakthi aapko kuch samaj nahi aara hai so bina der kiye go with flow samaj jayengey ki kabir and seetha koun hai aur humara Moran se kya connection hai ..
Let's begin the story ..
***********************
Yeh do logon ki kahani nahi do dillon ki kahani hai ..
Kabir , a 27 years guy , who works in Dubai , he belongs to Lahore ( Pakistan) , his family is quite a normal middle class family , they are not like we don't like other religious people , they are well educated and we'll settled people , kabir is the only son of his family , so they want their son to marry , and to settle in life ..but kabir was denying everytime to see matches for him ..
Finally
Woh apne Ghar walon se sirf ithna bathaya ki he loves someone , jab time ayega tab bathayega uski naam ..
Gharwalon ko bhi koi problem nahi hai unke pyaar se but ek baar woh uss ladki se milna chahtha hai but unhe kya pata abhi tak woh khud iss ladki se mila nahi hai , sirf phone par hi baat karte hai ..
As always kabir apna kaam katham karke sirf uski phone call ki inthazaar kar raha hai ..
Tabhi unka phone bhaji , he lifts the call and says ..
Kabir : hello ..
Girl : meri call ka inthazaar kar rahe ho ..
Kabir : aapko pata hai fhir bhi puch rahe ho aap seetha ..
Yes the girl is none other than seetha , seetha mahalaxmi , MBA student , lives in Hyderabad ( India ) , belongs to an orthodox Hindu family ..
Seetha : pata hai , lekin aapko nahi lagta ab humara rista kuch zyada hi dhoor Jaa Rahi hai , matlab friendship tak teek tha lekin aap jo soch rahe hai ..
Kabir : seetha , agar humare dono ke beech kuch connection nahi hotha toh aapki mobile Hyderabad mujhe hi kyu milthi hai , aur humare dono ke beech ithni acchi friendship kyu hothi hai ?? Aur aap ke dil ki dhadkhan se meri dil kyu dhadakti hai ??
Seetha : ab aap se baat kare Bina zindagi jeena mushkil ho raha hai kabir , par aap mujhe dekha tak nahi , fhir yeh kaisi pyaar ?? Mein , aap jaise soch rahe ho waise bilkul bhi nahi rahungi , mein ithna khoobsurat nahi dikhti hunn ..
Kabir : seetha , mein aapki mann ki khoobsurati dekh chuka hunn , aapke bathon se aapki charector ko dekh chuka hunn , aap ko koi doubt hai hum par aur humare charector par ??
Seetha : nahi kabir , ayisa nahi hai par insaan ko dekhe Bina pyaar ho saktha hai kya ??
Kabir : definitely ho hosaktha hai seetha , agar aapko yeh doubt aahi Gaya hai toh aapko Dr Monami mahajan Sherghil ka kahani sunna hi padega .
YOU ARE READING
ZDMN GALA (CELEBRATION OF ZDMN )
Fanfictionthis is an OS celebration of zdmn .. to know more plz peep into the book .. Cover credit goes to prutha