chapter 38

4.4K 355 71
                                    

To be continued

Sid -; ha Avantika

Avn - tu khana nahi kha raha hai?

Sid - nahi tum loag khalo me  shenaaz ke saath khana kha Raha hu

Raju ( one of party members) - dada wo paani ke bottles wala aaya hai uske paise Dene hai

Sid -; shenaaz wo Ramesh ka hisab kar ke bottle ke pasie dena aur kal kitna bottle chahiye wo tere hisab se bol Dena usko. Aur ek bhajan mandal ka pocket bhar ke rakh.

Sana -; ha, Raju Bhai bula do Ramesh bhai ko. Aur aap jaldi aana.

Sid ,-; ha abhi aaya.

Sab ka khana ho Gaya. Raat ke 11 baje Ganpati ke samane sab Bhajan ke liye aagaye. Sid Bhajan ke karane ke liye ready huwa. Sab pure bhakti bhaav se Bhajan me magan ho gaye. Sana ne sid ki taraf dekha sid pure bhakti se Bhajan me shamil ho gaya tha. Sach kahe to shenaaz ko Bhajan me se ek shabd bhi samjh nahi aaraha tha magar sune ke kaano me ek sukoon mil Raha tha. Wo sirf sid ko dekh rahi thi. Sid ke naye naye roop usko dekhane mil rahe the. Ye ek aur roop tha sid ka bhakti ke ras me duba huwa sidharth

Bhajan raat ke 2 baje khatam huwa

Nikhil - abhi me jata hu. Kal aaunga me

Kushal - kal aane ki jarurat nahi hai tujhe bolna. Aaj pura din bhar Raha bas ho gaya

Sid - tu kal sab rishtedar dost ke Ghar ja  unke ghar pe bhi Bappa aate hoge

Aajji - tum dono pagal ho gaye ho kya? Kuch bhi bolate rahate ho nikhil ko. Beta tu aajana kal ye dono ki baate dil pe mat lena

Nikhil - nahi Aajji me dono ka kuch bhi  dil pe nahi leta. Bye komal, bye Vahini. Aajji me kal aata hu.

At sidnaaz bedroom

Both of them were sleeping in each other's arms.

Sid - kal ki sab tayari ho gayi, kuch lagega kya plates, glasses kuch aur khane ki chize.

Sana - kal ke liye hai, parso ke liye maine order Diya hai jo chhiye uska.

Sid - tu sab kuch acche se sambhal Rahi hai.  Aai bhoat tarif kar rahi thi Teri. Chalo 3 bajne ko aaye abhi sote hai

Sana - kal bhi aaj ki taraha jaldi utana padega kya?

Sid - nahi, kal Puja thi itne loag the khana khane ko. kal itne loag nahi hoge Aaj. Tu aaram se utha ja

Sana - Sidharth aap sirf mere hona?

Sid - ye sawal kyu aaya tujhe? Tune dekha kabhi me tere siwa kisi ladki ko dekhata hu ya flirt karata hu. Me bas tere saath hi to rahata hu na baba.

Sana - maine aap ko pucha na aap mere ho ke nahi.

Sid - me sirf Tera hu shenaaz sirf Tera. Bappa ki Kasam

Sana -; ye Janam me nahi agale Janam me bhi aap mere hi honge.

Sid -; ye Naya kya hai agale Janam ka.

Sid & Naaz Where stories live. Discover now