Sid - Aai tu ye Ghar ke gate se bahar gayi. To teri kasam mere bacche apne BAAP ka chehra jindagi me kabhi nahi dekhenge. Me khude ko khatam kar dunga. Tum logo ke Bina rahne se accha hai me mar javu.Sana sat on the sofa in shock.. All eyes were fixed on Sid . Radha ji came running to him.
Radha ji - ek aisa laga ke dungi na tujhe, koi aisa kuch bolta hai kya? Pagal hai tu baap Bane wala hai aur marane ki baat kar Raha hai. Apne bacche ke baare me to soch
Sid - to tu bhi apne bete ke baare me soch. Tujhe Jana hai na to ja bas mere sar pe haath rakh aur bol tu mujhe apna beta manati nahi hai. Kushal jitna me tujhe pyara nahi hu.
Radha ji - aisa me kuch nahi bolungi mere liye tu aur kushal ek hi hai.
Sid - phir kyu ja rahi thi mujhe chod ke
Radha ji - kyu ki tu apne Aai se baat kare
Sid - to me Aai se baat kar raha hu
Radha ji - me nahi tere wo Aai se ( She points to Navjot Ji)
Sid - to tujhe kya laga tu jayegi to hum ek ho jayenge. Aai tu jayegi to me aur bikhar jaunga. Tu mat ja yaha se ye tera ghar hai. Agar Jana hai to mujhe bhi leke chal tere saath. Tu jaha rahegi waha me rahne ke liye tayar hu.
Radha ji - nahi mere bacche me kidhar nahi ja rahi hu.
Then Radha ji hug Sid and wraps her arms around his back. Navjyot lets out a sigh of relief and leaves for her room
Kushal - tu bas sidharath ko hi pyaar kar meri to koi value hi nahi hai ghar me.
Sid - bhoat jaldi pata chala tujhe accha hai.
Radha ji - aaja kushal tu bhi mere pass
Sid - aaja mere chote bhai
Now the three hug each other tightly
Komal - aur mujhe kon lega?
Sid - tu idhar matana. Tu Baba ki ladli hai Baba ke pass ja.
Kushal - yaha share holder bane ke liye mat aa
Komal - Baba
Krishna ji - aaja mera baccha
Aajji - me khadi rahu ke javu yaha se
Sid - to tujhe kon bola tha yaha se Jane ke liye. Apni age dekh par har drame me participate karna hai
Aajji - nalyak kuch bhi bolta hai.
Sid - me fresh hoke aata hu mujhe bhoat bhuk lagi hai.
Aajji goes to Sana And moves her hand over her head
Aajji - shenaaz mera baccha tu thik hai na?
Sana - ha Aajji, bas thode der ke liye darr gayi thi
Radha ji - dekh Shenaaz sidharth kuch bhi bole tu uski baat sune mat. Yaad rakh tu Aai bane wali hai. Sab se pahla khayal tere baccho ka aana chahiye tujhe. Aur sidharth sirf muh se bolega magar teri jitni hi care usko bhi apne baccho ki hai. Tu abhi use baat hi mat kar. Usko bhi pata hone do biwi hai koi gair nahi hai jo muh me aaye bol de.
Aajji - bas aise hi bahu ke saath rahna Radha, nahi to palat jayegi.
Priya - nahi Aai humara saath kabhi nahi chodegi.
Radha ji - jitna me apne bete ke saath khadi hu utana me apne bahu ke saath bhi hu. Sidharth kuch bhi bol deta hai shenaaz ko aisa nahi chalega har baar. Abhi tu use baat hi mat kar
Sana - waise wo khude mujhe se baat nahi karenge. Me unke Aai ko jo yaha leke aayi hu.
Aajji - wo tu sab mujhe pe chod de. Me baat karati hu sidharth se
YOU ARE READING
Sid & Naaz
RomanceThis story is about a man who marries a girl for revenge. He completely fell in love with the same girl. He fell so madly in love with her that he forgot to breathe without her. She became his world, his addiction. This is the story of our beloved S...