Sid turns the car and calls someone
Sid - hello bhushan gaadi turn leke mere gaadi ko follow karo.
Sid's car was now moving at full speed towards the signal
Sid - kidhar hai wo lady?
Sana - yahi dekha tha, wo yahi biscuits baat rahi thi. Ye dekho bacche bhi hai.
Waha Jo traffic single pe jo saman bechate hai wo bacche the.
Sid - bacche yaha he phir wo aurat kidhar hai
Sana - ek minute , me baccho ko puchati hu.
She goes towards childrens
Sana - baccho thode der pahle yaha tum logo ko ek aunty biscuits de rahi thi wo kaha gayi
1 boy - didi wo Aajji to chali gayi
Sid - kaha gayi
2 boy - ye road pe se sidha gayi
Sid - chal ke gayi ya gaadi se?
1 boy - chal ke gayi
Sid - wo humesha aati hai kya yaha, tum baccho ko kuch Dene.
2 boy - nahi Dada, aaj pahli baar Aajji ko dekha.
Sid - thik hai, chalo tum baccho ko me wo dukan se kuch khane ko leke deta hu
All kids - thank you Dada
Sid - tere liye kuch lena hai shenaaz
Sana - ek bada wala dairy milk silk
Sid - thik hai, tu gaadi ke ander hi rah, bahar kahi dikhai nahi deni chhiye mujhe. Tujhe me lock kar ke jata hu. AC on kar.
Sana - ji
Sid - Shenaaz I am sorry tujhe pe me itna chillaya, par tu bhi samjh Aai meri weak point hai. Abhi me itna Aai ko miss kar raha hu na tujhe bata nahi sakata
Sana ,- it's ok, par aap lucky hai aap ke pass Aai to he, me to Amma ko kab ki kho chuki hu.
Sid - kyu, meri Aai tujhe pyaar nahi karati?
Sana - Aai to sab ko pyaar karati hai. Abhi to gogi ko bhi aadat ho gayi hai Aai ki. TV dekhate wakt ek side komal aur ek side pe gogi Aai ke godi pe sar rakha ke sote he
Sid - tujhe pata he jab me Aai ke godi me sar rakh ke sota hu to aas pass kisi ko nahi leta. Sab ko bhagga deta hu
Sana - pata hai mujhe, ek baar aap ka aur Bhai ka jhagada bhi huwa tha.
Sid - wo to humesha hota hai. Shenaaz jo abhi Puna me huwa wo aurat ka kisa ghar pe kisi ko mat bol. Sab tension lenge.
Sana - mujhe pata hai, me kabhi nahi bolungi
Sid - tere pet me kuch rahata nahi hai na, tu bol deti hai jo bhi he issliye bol raha hu.
Sana - pakka nahi bolungi.
Sid - aur abhi tu kahi bahar jaayegi to tere saath humesha Raghu rahega tere security ke liye
Sana - par kyu?
Sid - kyu ki meri Jaan ko kuch hona nahi chahiye. Mere liye meri Jaan sab kuch hai.
Sana was beyond happy to hear this, Redness spread on Sana's cheeks.
Sana - college me allowed nahi hoga.
Sid - me baat karunga principal se, me abhi koi risk nahi Lena chahata
YOU ARE READING
Sid & Naaz
RomanceThis story is about a man who marries a girl for revenge. He completely fell in love with the same girl. He fell so madly in love with her that he forgot to breathe without her. She became his world, his addiction. This is the story of our beloved S...