"Episode 5"

463 23 8
                                    

Umeed and Haya enters in their room, Haya was teasing her continously and Umeed was controlling her smile. They both sat on the Haya's bed.

Haya: "Umeed, tumhari kismat to bht achi hai, pehli mulaqat aur phir dusri mulaqat bhi, wah bhai" she giggled.

Umeed: "Haya, bht sharam ki baat hai, aisa kuch bhi nahi hai" she said without making eye contact.

Haya: "acha baba, tum atleast Farjaad ko call karke to pocho ke wo phoncha ya nahi?"

Umeed: "lekin mere pass to iska number hi nahi hai" she said sadly.

Haya: "to Mimi ko call karke pochlo, wo tumhari wajah se itni dur aye the tumhe drop karne"

Umeed: "ok, ye idea acha hai ruko"

Umeed took a phone from the table and called Mimi. Mimi received her call.

Mimi: "Umeed, kya hua tumne is time par call ki hai, sab khairiyat to hai?"

Umeed: "han wo mujhe pochna tha ke Farjaad phonch gaye?"

Mimi smiled secretly "han lekin ye baat tum unse khud bhi pooch sakti thi"

Umeed: "tumse pochlia hai, kafi nahi hai?"

Mimi: "nahi na, ruko mein tumhe number bhejongi to tum khud baat karlena" she said teasingly and cuts the call.

Umeed: "wo to Farjaad ka number send karahi hai"

Haya: "han to karlena baat" she said excitingly.

Umeed received a message from Mimi, she saw the message and saved his number with his name. Umeed was confused, she was thinking that is she should calls him?

Haya: "ab number agaya to dobara baat karlena, lekin filhal abhi jab khairiyat pata hai to chup chap sojao" she giggled.

Umeed: "Haya, no bakwas"

Umeed went to the wardrobe and took his clothers, went to washroom for freshen up.

*******

Next Morning, it was 7:00am. Umeed, Haya and Sameer were walking in the park.

Umeed: "ye tum dono ko kya bhoot sawar hogaya hai subah park ane ka?" She said angrily.

Haya: "Umeed, kitni fresh hawa chal rahi hai, kitna maza araha hai" she said and smiled.

Sameer: "aur tum bhi to jaldi uth gai thi isliye ham tumhe bhi lekar agaye"

Umeed: "tum dono drame nahi kia karo, dono ko ek sath ghumna tha isliye mujhe bhi sath lekar ai ho taake ghar mein bahane kar sakon" she pinched Sameer.

Haya: "to tum mujhe bhi aisa samjhti ho?" She maked a face.

Umeed: "mein is kathe angrez ki baat karahi hun" she said annoyingly and kicked on her leg.

Haya: "tum dono larna band karo, please"

Sameer: "aree yaar, bewajah Umeed ko kabab mein hadi banakar lekar agaye hain"

Umeed: "mein wahi to kehrahi hun, itni neend arahi thi mujhe aur tum dono mujhe yahan lekar agaye, mein thak bhi gayi hun"

Haya: "acha tum bench par beth jao"

Umeed: "han, jab tum dono ki batein khatam hojain na to ghar ki tayari karlena" Both nodded their heads and moved forward, Umeed went to the bench and sat peacefully.

At that time, Farjaad enters in the park in his jogging suit, wearing a hat on his head, glasses on his eyes started his morning walk. Umeed was calmly closed her eyes, leaned her head against the pillar. Farjaad took a one round and suddenly he saw Umeed.

FARMEED: "Tum se hi🤍"Where stories live. Discover now