Chapter 5

116 8 6
                                    

At the same time with Kartik.

Kartik was in flight. He was feeling something. Like something or someone very close to him is very near.

Kartik : Aisa kyu lag raha hai ki kuch hone wala hai kuch bahut acha. Jo bhi ho mujhe jaldi se jaldi ye kaam khatam karke maa ke pass jana hoga.

Kartik was thinking all this when a air hostess come there and said to secure his seat belt as the plane is going to land.

In Udaipur.

Sameer was sitting in his room with a glass of alcohol. It has become his habit after Naina went away from his life.

Sameer : Jab Papa ne Mumbai ka naam liya toh Naina ke saath waha bitaya hua har ek pal kisi flim ki tarah chalne laga. Kaise hamare din pyaar se sath shuru hote the aur pyaar ke saath khatam.

He opens a pic of her from the hidden folder of his phone.

Sameer : Kash tumne aur bhabhi ne humein Shubham ke baare mein bata diya hota toh aaj hum sab log pehle ki tarah saath aur khush hote. Roz tumse nafart karne ki koshish karta hu par roz tumse utna hi pyaar kar bethta hu. Kash kuch aisa ho jaye ki sab kuch pehle jaisa ho jaye. I miss you Naina.

Unknown to him, someone was listening to his talks. That someone sighed and went from there.

Sameer : Jab bhi aankhen band karta hu toh tumhari wo hasi mere aakho ke saamne aa jati hai. Mujhe aaj bhi wo pal ache se yaad hai jab hum dono school mein pehli baar mile the. Kyun gayi tum mujhe chod ke??

In Mumbai.

After landing at Mumbai airport Kartik came out in the parking area where a driver was waiting for him. He was standing with a board of his name. He came near the driver and said.

Kartik : Tumhe Imperial College walo ne bheja hai ??

Driver : Haan aap Kartik Sir haina.

Kartik : Haan... Ek kaam karo ki abhi hotel le chalo aur kal subah aa jana mujhe pick karne ke liye college ke baad ghar le chalna.

Driver : Thik hai sir konse hotel le chalu aapko.

Kartik : Hotel Green Paradise mein le chalo maine waha booking kar li hai.

Driver : Thik hai sir.

Kartik sat inside the car and the driver kept his luggage in the booth and started driving. In one hour they were in front of Hotel Green Paradise.

Kartik : Abhi tum Apne ghar ja sakte ho aur kal subha time par aa jana.

Driver : thik hai main chalta hu.

Driver removed Kartik's luggage and went to his house. Kartik took his luggage and checked-in in the hotel room. After half an hour he was sitting on the chair kept in the room with a bottle of alcohol. Flashes of their moment were coming in his mind.

Kartik : Kyun picha nahi chod deti tum mera. Meri zindagi mein na hoke bhi tum ho kyu...?? Tumhari wajah se mere bhai ki yeh halat hai. Maa Ko panic attack aate hai. Preeti bhi udas rehti hai. Aur main... Meri toh tumhe parwah hi nahi hai. Tumne toh meri taraf ek baar mud kar bhi nahi dekha. Aaj mera jo haal hai wo sirf tumhari wajah se hai. I hate you Naira I hate you to the core.

Saying so he sleeps in the sitting position.

Next morning.

It was a usual morning in Naira's house. Rajshri was making breakfast while Naira and Naina were in their respective rooms getting ready for college. Kaira was sleeping.

Rajshri : Naira Naina tum log tayar hogai ki nahi college ke liye late ho raha hai. Mujhe bhi jana hai Nita ke ghar.

Naira : Haan Nani ho gai hu tayar main bas aa rahi hu.

Naina : Haan Nani main bhi tayar ho gai hu.

Both of them come out of the room at the same time. Rajshri serves breakfast on the table.

Rajshri : Humari Sonu betiya kaha hai??

Naira : Nani wo so rahi hai abhi uthti hi hogi.

And they heard her crying voice. Three of them chuckle.

Naira : Main leke aati hu usse.

Naina : Di aap betho main leke aati hu.

Naira : Thik hai.

She went inside and the other two smiled at her.

Rajshri : Kitna pyaar karti haina Naina Sonu se.

Naira : Haan Nani Naina Sonu ko apne bache ki tarah pyaar karti hai.

Naina comes out with Kaira.

Naina : Sonu Mumma aur badi Nani ko good morning bolo.

Kaira : Mumma badi Nani gud moning.

N+R : good morning mera bacha.

Naina made her sit on the chair while Rajshri feeds her baby food.

Naira : Naina main bol rahi thi ki main college train se jaugi.

Naina : Par di aap aao na mere saath cab mein.

Naira : nahi agar college mein kisi ne mujhe tumhare sath dekha toh gadbad ho jayegi isliye main college train se hi aaugi.

Naina : Thik hai par meri bhi ek sharat hai.

Naira : Kya sharat hai tumhari.

Naina : Aap bhale hi train se traveling karegi par Sonu mere saath cab mein hi jayegi main usse uske day care drop karungi aur pick bhi.

Naira : Are par..

Rajshri : Bitiya rani Naina thik bol rahi hai. Tu kaha Sonu ko lekar train mein jayegi aur train mein kitni bhid hoti hai. Sonu Naina ke saath cab mein hi jayegi.

Naira : Acha thik hai Sonu Naina ke saath hi jayegi par aaj main usse pick karungi kyuki mujhe sirf form submit karne jaana hai college aur uske baad main academy jaugi.

Naina : Acha thik hai toh main bhi college ke baad academy aa jaugi aur uske baad hum log kahi bahar khana khane jayege kyu Nani.

Rajshri : Jaisa meri rajkumari kahe.

Naira : Acha ab chalte hai kyuki mujhe meri train ke liye late ho raha hai.

That's it for today.

How was the chapter??

Who must be person who was listening Sameer's talk.

Please give your suggestions.

Few words for Rajshri.

Few words for Naina.

Few words for Naira.

Few words for Kartik.

Few words for Sameer.

Please vote and comment.

Love you all.

Riya.

Life : Struggle for love. Where stories live. Discover now