Garson,
garson chup tha kya karein kya nehi?
"mein garson alderway hun "
usne khud ki taraf ungli karte huyein kahan.piche se kisi ki ane ki awaz ayi to usne piche murke dekha to ak burah admi upar araha tha.woh admi use dekhke chokh chuka tha.
"tum zehra k kamre k samne kya karrahe ho?"
ak raftar mein uske pas ake woh puch rahe the.woh khud ko taiyyar kar chuka tha.ak hat age barghaya
"mein garson alderway,apki hostel achi lagi kharid ne aya tha".
usne yeh baat itni casually kahi thi jaise ki woh koi khajur kharid ne aya ho
Samne khara hua admi sirf use dekh raha tha.aur phir piche murke woh daurne laga.
Garson ne khud ki taraf ungli karte huye kahan" garson alderway aya hein aur koi izzat hi nehi.is hostel k sab hi yaqenan nihayat badtameez hai"
garson samne jake niche araha tha ki wahi admi kisi k piche araha tha.yaqeenan Principal tha kyunki uska avatar principal jaisa tha.woh garson k samne ake khara hua apna ak hat age barhaya.
"Mr Garson alderway,mere hostel pein kuch kam tha mujhse.mujhe bula lete,chaliye mere cabin pein, coffee chai kya pasand kareinge?"
Garson samajh chuka tha ki woh iska fayeda utha sakta hai. Garson adat se majbur
"Garson alderway ki izzat ki fikar hai yeh acting band karo"
YOU ARE READING
Khwab-e-jahan
RomanceThis story revolves around garson alderway and zehra ahmed khan. garson is a billionaire and the CEO of his company. he has a really dark past and suddenly somebody wants to kill him,while solving the mystries,he meets zehra in a really tangled situ...