64. Everything is messed up

1.3K 230 12
                                    

Rinky: Teju aab Tumhe bhi baby Lena chahiye.

Teju smiles a little.

Pinky: Kahi Tum career ke wajese ruki nehi ho na? I mean, Tum actress ho. Toh obviously tumlogo ko aapna body humesha fit rakhna hota hai. Iske wajese baby Lene mei maat ruko. Yaad rakhna, tumhari Umar thodi ruki rahegi. Sehi wakt rehte rehte bachche le lo. Dekho Isha tumse bhi choti hai aur shadi bhi tumhari shadi ke bohot Saal Baad hui hai. But uski bhi do bachche hai. Mujhe lagta hai Tumhe aur Karan Bhai ko abb Thoda idhar bhi dhyan Dena chahiye.

Teju looks down.

Actually they don't know that she has gone through a miscarriage. Only KK's parents, sisters, jiju, nephews, Teju's parents and pra knows this. But they didn't tell relatives.

Pinky: kisu aur ke bachche ke sath khelne se achcha khudka baby karlo.

Teju: Didi, bas hum abhi try karrahe hai. Rest all are up to god.

Mehendi ceremony has started. Bride's mother applies mehendi on bride's hand first. It's shagun.

KK's bua: aab shagun ki mehendi lag gayi hai. Aab Dulhan ko mehendi lagana suru karo

(Bua doesn't like Teju. Because she's an actress. She doesn't like their daughter in law dies acting, modelling and wears western dresses in front of media. She had old thoughts.)

KK's Chachi stops

Chachi: ruk jai, abhi nehi

Km: Kya hua Veenita?

Chachi: Teju, idhar aao

Teju goes to her

Chachi: Teju iss khandan ki ek lauti bahu hai. Toh uss hisab se uska toh yeh haq banta hai aapni shuv haato se shagun ki mehendi lagana. Aur Waise bhi Karan aur Teju ki Jodi toh ideal Jodi mana Jata hai. Agar Teju ki blessings Meri bachchi ko milegi toh uski jaisi achchi bahu aur patni ban payegi aur waise sukhi jivaan Meri beti ko ashirwaad milega. Teju, Tum bhi shagun ki mehendi lagao.

Bua interrupts

Bua: Tejasswi Kyu lagayegi? Aur Veenita, tera dimaag kharab hogaya hai Kya? Tujhe kaha iss ladki ko itni soubhaggyavati (lucky) dikhi. Upar se ek actress hai. Dusre ladki ke sath tv mei ek sath..... Chi....chi.... Aur upar se shadi ke itne Saal hogaye hai, abhi tak ek khuskhabri (good news) nehi de payi. Aur tujhe aapni beti ke Liye iss ladki ka ashirwaad chahiye.

Every words pierce Teju's heart. She's standing there and crying silently.

Km, Poonam di, Meenu di, Madhu di get anger.

(Let me tell, only ladies are present there. So KK is not there)

Km: bas Didi, agar aapko nehi chahiye ki Meri beti aapki bhatiji ko shagun ka mehendi lagaye with nehi lagayegi.  Par uska yeh Matlab nehi aap uske baremei Kuch bhi bolengi.

Poonam di: Aap Humari Teju ko lekar Kuch bhi bolengi aur hum sunte rahenge. Aisa toh nehi Hoga.

Meenu di: Haa, belkul. Aap Kya janti hai Teju ke baremei.

Bua: Kya Kya nehi janti. Sirf Mai Kyu puri duniya iske baremei janti hai. Kabhi kisi vale Ghar ki bahu ko dekha hai Aise hajar logo ke samne choti choti kapde pehenke chalte huye (she meant ramp Walk)

Madhu di: yeh uska kaam hai. Hume koi aitraj nehi hai. Hum proud hai uspe, woh itna achcha karrahi hai aapne career life mei. Ek self independent woman hai. Ek Aisi ladki Jo itni self independent and bold hai woh Humari Ghar ki bahu hai. Yeh humare Liye garv ki baat hai.

Poonam di: aapko Kya lagta hai, Kya nehi, usse Hume fark nehi padta. Teju Sirf ek achchi actress hi nehi, uske sath sath mere Bhai ke liye ek bohot achchi biwi hai, Meri parents ke Liye ek bohot achchi bahu or beti bhi, humare liye ek bohot achchi bhabi.

Meenu di: Aree woh humare liye bhabi kaam Humari choti behen jyada hai. Aapko Kya pata uske baremei. 3 Saal mei ek bar hi toh mile ho aap usse. Hum jante hai yeh ladki kitni jyada dedicated hai. Ek successful actress ke sath sath ek ideal bahu bhi hai.

Bua: itni tareef........ Ideal bahu hai na. Koi kami nehi hai issmei. Toh Maa Kyu nehi baan payi aab tak. Kahi yeh banjh (infertile) toh nehi.

This word (banjh) directly pierce her heart and breaks her heart into pieces. She's getting flashes of  her worst memories of life. She knows how much difficult for her to not to remember those bad time. But still it comes in front of her.

Hearing all this she has become statue at her place.

"Enough is enough" someone comes from behind.

That's it. Hopefully you all like this part please do vote and comments and share your feedback thanks.

Marriage: a new beginning.Where stories live. Discover now