Vanshaj (experimental 1) Chapter-3

42 2 0
                                    

(Koyal brings Shrishti's bhua-saas Devyani Verma to Mahajan house and introduces Devyani Verma to Mahajans.

Bhanu Pratap Mahajan shocked, Mahajans realize that Devyani Verma is Prem's real mother. )

Shrishti Verma: Ih, humri bhua-saas hain, aaj hi America se aayi hain. Toh humri Koyalya ke sasural-walon se thoda parichay Kara deti hoon.

Devyani Verma: Arey Mahajans ko kaun nahi jaanta (looking at Mahajans with amusement and sits on armchair/sofa.

(Shrishti gets a call 📞)

Shrishti Verma: Bhua-Saas, thoda zaruri kaam aaya toh mujhe Koyalya ko bhi saath le jana hoga. Ab thode dera yahan ruk jayiye (please stay here for a while). (Seeing Digvijay, Digvijay nods yes).

Bhanu Pratap Mahajan: Haan, yeh thodi der ruk sakti hain, yahan pe. Humein koi pareshani nahi hain aur hum inka acche se dhyaan rakhenge. Aap nischit hoke jayiye.

Devyani Verma: Kaam khatm karke, jaldi aana Shrishti. Betiyon ke sasural jyaada der rukna accha nahin lagta.

(Koyal Verma and Shrishti Verma leaves in a hurry. )

Isha: Toh aap hain, humari real dadi.

Bhanu Pratap Mahajan: Haan, yeh hi hain tumhare pita (father's) real mom.

Devyani Verma: Kya baat hain, pehle Shanti Prasad Mahajan ne shaadi-shuda hoke mere saath affair kiya, ab Shanti Prasad Mahajan-Shobhna ka pota (grandson) meri mameri-bahu ki beti ke saath.
Waah!Waah! Kya baat hain (clapping sarcastically) Mahajan ke ladkon kon humesha humare khaandaan (family) ki hi betiyaan milti hain extra-marital affair ke liye. Wow!

Bhanu Pratap Mahajan: Maine tumhe iddhar kisi zaroori kaam se bulaya hain.

Devyani Verma: (knowingly) Haan, overseas account ke liye pata hain.

Prem ka isme koi haat nahi hain, tumne joh codes istamaal kiye hain woh kaam nahi kar raha hain, isilye bulaya naa.

Woh kaam karega bhi nahi, kyunki us Chalu Shanti Prasad ne marne se pehle codes ko badal (change) kar diya tha, isilye kaam nahi kar raha.

Aur Agar tum yeh soch rahe hon ki unhone mujhe codes bataye honge, toh sorry, the answer's NO. Aur Agar bataya hota toh socho main iddhar kyun aati.

Gargi Mahajan and Digvijay Mahajan: OH! GOD!

(Bhanu Pratap shocked at their reaction. )

Digvijay Mahajan: Toh codes kiske paas ho sakta hain, kuccha toh idea/guess hoga.

Devyani Verma: (nods in no). (Suddenly, realizes something) Kahi woh toh nahi. (Seeing Bhanu)

Bhanu Pratap Mahajan: (shocked) Agar woh hain toh, woh bilkul nahi batayega.

Dhanraj Mahajan: Kaun hain yeh Naya, Kya overseas account..... codes, Kya ho raha hain, koi batayega please 🙏. Elaborate please.

Devyani Verma: Shanti Prasad ne marne se pehle ek overseas account khola tha, jiske access codes unhone Bhanu Pratap ko diye the; par baad mein pata nahin, Kya hua unhone access codes badal diye Aur ek will banayi jiske anusaar (according), overseas account ko khali woh hi khola sakta hain jiske leadership mein Mahajans No.1 hogi.

Digvijay Mahajan: Aapko kaise pata ki unhone access codes badal di ???

Devyani Verma: Kyunki overseas account ki will banate waqt yeh baat khud Shanti Prasad ne mujhse Kahi lekin access codes aur access codes kisko diya yeh nahi bataya. Pata hain, kyun.
Kyunki Shanti Prasad Mahajan was a shrewd businessman with a penchant for secrecy. Very unpredictable.

Bhanu Pratap Mahajan: And one more thing, the overseas account was opened under a veil of mystery, its existence was known only to a few. So,  there must be something, which Shanti Prasad didn't wanted 🤔, anyone to put hands on.

Arjun Mahajan: Suddenly, changing the access codes and creating a near-to-impossible will, aisa lagta hain ki dada ji nahi chahate the ki koi woh overseas account khola sake.

Bhumi Mahajan: Yeh ho sakta hain ki, yeh ek pariksha hon .....

Subhadra: Kya, kuccha bhi ..... kis cheez ki pariksha aur Pariksha ..... (sarcastically saying) Pariksha ho sakti hain.

Bhumi Mahajan: Ek capable/kaabil Vanshaj ki pariksha, a test to test the heir's capability.

1. It seems Shanti Prasad Mahajan was a foresighted man, dura ki sochne wale vyakti (person).

2. Shanti Prasad Mahajan pehchaan (identity) se jyaada Kaabiliyat (merits/capabilities) ko mahatva (importance) dete hain. (Bhanu Pratap and Devyani agrees)

Toh ho sakta hain ki overseas account khali hon, kuccha hon naa usme, shaayad, I don't know.
(Everyone shocked on this.)

Digvijay Mahajan: (in anger) Agar aisa hain ki overseas account khali nikla ya hon, toh main yeh sab kyun kar itni mehnat kyun, sirf us buddhe (Bhanu Pratap glares) Shanti Prasad ke ek chhote-se, baddhe-se test ke liye ki main capable hoon ki nahin hoon, What a joke! What a dirty, bloody joke!

Gargi Mahajan: Possibility ki usme kuccha nahi hain, paka usme kuccha naa kuccha kyunki unhone yeh bhi likha hain ki sab cheez charity mein chali jayegi, kuccha hoga woh hi charity mein jayega naa, DJ.
Gold, bonds and shares, deals,cash, precious gems / minerals, ancient artifacts, ancient knowledge etc. Something.

Dhanraj Mahajan: Sahi kehe rahi hain, Gargi.

Devyani Verma: Mujhe in sabse dura rakhna, mujhe joh pata tha woh sab bata diya.

Bhanu Pratap Mahajan: Tumhe sirf overseas account ke baare mein janne ke liye bulaya tha, baki jao ab Koyal aur Shrishti Ji ke saath.
Lekin firse bula sakte hain,

Devyani Verma: firse ..... kyun ???? Tumhara Ghar kisi boring saas-bahu tv serial ke jaisa hain.

Yukti Multani: Bilkul sahi, described whole Mahajan family in short !!!!

(Everyone shocked.

Yukti and Rose comes along with Shrishti Verma and Koyal Verma)

Shrishti Verma: (pointing Devyani Verma) ih humri.

Yukti Multani: Bhua-Saas hain. Haan bataya tha aapne aur Koyal ne ki yeh aane wali hain.
(Shakes hands with Devyani Verma. )

vanshaj (fanmade) [Vanshaj x Maddam Sir] [Vanshaj xMarvels(TVA, Loki, Eternals)]Where stories live. Discover now