MARRIAGE - suryakumar and Agnija & revelations of birth

624 38 27
                                    

ANOTHER UNIVERSE.......

Both Radhey and Radhey's Krishna lost in each other when her dasi shake her a little and said
" kya hua Rajkumari " while Draupadi just shook her head and went toward Shiv Dhanush and pay respect to Mahadev's divine bow.
When Suyodhan and Aswatthama saw their friend constantly looking toward Panchal Kumari so Suyodhan asked him
"Mitra tum ek takh Panchal Kumari ko kyu dekh rhe ho tum to Krishna bhabhi se prem krte ho na aur yaha bhi unhi ke liye aye ho" Aswatthama also nod his head
" suyo, Aswa mujhe nhi gyat kese pr swayamvara hi meri Krishna hai " he answer while looking his love of life
" kya yani Panchal Kumari hi bhabhishree hai" Aswatthama asked While karn just nod with annoying face as he doesn't like how every men looking her Krishna with lust full eyes.....he want to cut them into pieces and then burn them so that their soul can't even look his lady love

While soon draupadi went toward her sit and sat beside Vasudev who looking her with mischievous eyes and smile
"Kyu sakhi kesa laga tumhare sakha a uphar.... arey me bhi kya kh raha hu tumhe to mera uphar mujhse bhi adhik sundar laga dekho to tumhare netr hi nhi hat rahe Vrisha se" Vasudev said playfully
" sakha app bhi na" she just said that and looking toward another direction but shikhandi who notice and listen everything asked her baby sister
" draupadi Vasudev kya kh rahe hai aur Angaraj isse kese sambandit h "
" jiji vo hi mere Radhey hai parantu apko kese gyat ki Govind kiske viseh me baat kr rhe hai.....mujhe bhi Vrisha naam ke viseh me nhi gyat " she asked her
"Mene Vasudev ko kai baar Angaraj ki prasansha krte hue unhe Vrisha naam se pukarte hue suna hai.....me bahot kush hu mujhe purn vishwas hai ki Angaraj iss pariksha me vijayi honge.....aur tumhe tumhara prem mil jayega" she said with shining eyes while Draupadi felt blessed having such a kind and loving sister.

Here Drithdhyunma also explain everyone about task where everyone know they can't win except karn and Arjun.

Now Drithdhyunma announce that
" swayamvar me sarv prathm raja anthva Maharaj bag lenge uske paschat Yuvraj aur phir Rajkumar aur anye yodha
Priksha purn hone ke bad bache hue veero me se meri behen Rajkumari Draupadi apne var ka chayan sawayam karegi
Chaliye issi ke sath swayamvar ko aarambh krte hai"

One by one kings of different kingdoms like Kashi, Kalinga, chedi,  matasye, vibhara, ayodhya and madr come and loose when Drithdhyunma announce for last king
" ab me swayamvar ke antim raja Maharaj karn ka sawagat karta hu "

" mitr jao hamari bhabhishree pratiksha kr rhi hai" Suyodhan and Aswatthama said unison and wink toward him.

While karn start going toward dhanush like a lion who is going to bring his lioness but when he is about to pick that bow bheem stand and said
" Ruko....Maharaj Draupad kya apke itne dure din aagye hai ki app ek sutpurt ko apni agni se janmi kanya ke swayamvar me bag lene denge"
Suyodhan and Aswatthama about to say something when Draupadi stand and said
" kurukumar bheem jitna mujhe gyat hai yaha mera swayamvar ho raha hai na ki apka to ye meri iccha hogi ki kon yaha bag lega aur kon nhi ..... aur yadi kai patniyo ke Pati aur kai santano ke pita mere swayamvar me bina kisi lajja ke bag le rhe Hai to Angaraj karn Jo ki ek Mahan yodha hone ke sath avivahit hai unke swayamvar me bag lene se mujhe koi apti nhi hai.....aur ek sacche purush ka samta uske baato se adhik uske karm se pata chalti hai "

After listening her karn looking her with love, Suyodhan and Aswatthama with admiration while bheem looking her with hate and Arjun with doubt
When Vasudev stand and said in stern voice
" yadi swayamvar ko Angaraj ke bhag lene se apti nhi hai to atithiyo ko bhi nhi honi cahiye Angaraj suru kare" karn nod to him
While otherside Arjun thinking
" awashy hi Rajkumari ka hridaye bahut Komal hoga issi liye unhone karn ko bhag lene diya parantu cahyan to vo Mera hi karengi "

Karn pick that dhanush easily and look that fish's reflection in pond and shoot his arrow in sky which precised fish eye within seconds living everyone shocked because he fast as wind but his every moment is so smooth which is greatly exceptional.

LOVE BEYOND TIMEWhere stories live. Discover now