Revati was sitting in the garden lost in her thoughts. Her mind was wandering around the morning incident, around Viraj and Aarohi, to be more specific. She has noticed a spark in Viraj's eyes when he is talking with Aarohi. No, they were not that much obvious, but how can we forget that she is his mother. She was smiling while imagining both of them together.
Rajendra and Anuradha notice the same and make their way towards her.
Rajendra - Revati beta, kya hua? Aaise akele akele kyu muskura rahe ho?
This caused her to snap out of her imagination.
Revati - Huhh??
Anuradha - Kya soch rahi ho?
Revati smiles and says - Maaji, Mai Viraj aur Aarohi ke baare mai soch rahe hu. Bauji mujhe lagta hai ke vo dono ek dusre ke liye perfect hai aur shayad ek dusre ko pasand bhi karte hai.
Anuradha, excitedly - Sach? Ye toh bohot aache baat hai. Aarohi Viraj ke liye bilkul sahi rahegi. Mujhe toh ye rishta bohot aacha lag raha hai. Rajendra, aap Kushal se baat kyu nahi karte iss baare mai? Agar vo bhi taiyaar ho, toh Viraj-Aarohi ke shaadi ke date bhi fix kar denge laut ke.
Anuradha spoke over excitedly making Rajendra and Revati laugh at her lightly.
Rajendra - Areee Areee! Thoda ruko, saans vaas le lo. Tum toh direct shaadi tak pahuch gayi. Pehle baacho se toh baat karne do. Viraj se puche bina hum kaise kushal se baat kar sakte hai.
Revati - Jaisa aap thik samjhe bauji.
After their discussion, Ansh, Nirav and Vivaan were told about the same. Now they were waiting for Viraj in Rajendra's room. Viraj enters to find seriousness in the environment.
Viraj - Kya hua? Aap sab itne serious kyu hai? Vapis lockdown lag gaya hai kya?
He tries to joke but fails miserably as everyone is looking at him with disbelief.
Rajendra - Viraj, hume tumse khuch jaruri baat karni hai.
He understands the graveness of the situation and nods.
Rajendra finally breaks the silence - Viraj, humne tumhare liye ek rishta dekha hai!!
Viraj, Shocked to no extent - Kyaaaa!!! Rishta? Vo bhi mere liye?
Anuradha - Nahi toh kya Vivaan ke liye dekhe! Ansh ke baad toh tumhare hi shaadi hogi na.
Viraj - Haa parr......Itne jaldi kya hai dadu. Pehle bhaiya ke shaadi toh ho jane dijiye. Aur vaise bhi aabhi mujhe bhaiya se business related bohot khuch sekhna hai. Hai na bhaiya? And Shaadi will become a distraction.
Ansh, teasingly - Ohh, tum mujhe support karna chahte ho? Iss liye mana kar rahe ho na? Koi aur reason toh nahi hai Viraj?
He asked, raising his eyebrow.
Viraj, fumbling - Haa bhaiya..... ofcourse.....aur kya reason ho sakta hai?
Vivaan - Nahi bhaiya. Ek reason aur hai.
Everyone looks at Vivaan with a questioning gaze.
Vivaan - Agar Viraj bhai ke shaadi ho gayi toh vo mere saath time kaise spend karenge?
Vivaan pout while everyone shakes their head. But Viraj sees this as an opportunity and jumps in.
Viraj - Bilkul sahi chote. Mai toh aabhi aapne bhaiyo ke saath hi aapna time spent karna chahta hu.
Revati - Ohh aacha! Toh tum aabhi shaadi karne mai interested nahi ho, hai na?
Viraj - Haa maa.
He vigorously nods his head.
YOU ARE READING
Rishtey Dillo ke!!!
RomanceWelcome to the life of Vaishnav family!!! Family is where you're loved the most, but also where you act your worst. Same is story with the Vaishnavs for whom time spent together is a gift. Meet the four handsome Vaishnav brothers and love of their l...
