Chapter 38 - Sangeet - Part II

309 27 9
                                        

After the energetic and blasting performance from the younger clan, it was the elders time to rock the stage. Ansh and Swara were sitting on a sofa surrounded by their siblings sitting with their own partners.

Rajendra ascends on the stage with a mic in his hand.

Rajendra - Bhai maine suna hai shadi ke baad ladki ka pita aasu bahata hai aur ladke ka pita haasta hai. Yeh sara sar galat hai samdhiji. Kyuki agar aapne apni beti kho rahe hai, toh maine bhi toh aapna beta khoya hai. Vo dekhiye vaha jakar baitha hai.

He says to Kushal, pointing at Ansh who is holding a glass of juice for Swara, making him smile.

Ansh smiles at this and shakes his head.

Rajendra moves towards the audience and asks,

Rajendra - Kya yeh abb office se laute vaqt mere saath India Gate ghumne jayega?

The audience shouts - Nahi Jayega!

Rajendra - Kya ye abb mere saath kisi restaurant mai coffee peene jayega?

The audience shouts again - Nahi Jayega!

Ansh, standing up from his place saying- Dekhiye dadji yeh sara sar galat hai. I object...

But he is cut by Rajendra singing looking at four of the Vaishnav boys - Kal Jisne Janam Yahaa Paaya Kal Jisako Zulene Zulaayaa

Anuradha - Kal Jisne Janam Yahaa Paaya
Kal Jisako Zulene Zulaayaa

Revati - Najadik Sulaaya Godi Mein Uthaaya

Rajendra - Kaandhe Pe Ghumaaya, Jise Chalanaa Sikhaayaa

Anuradha, pointing at Ansh - Kyaa Ye Wohi Ladakaa Hai

Rajendra, pointing at Viraj - Kyaa Ye Wohi Ladakaa Hai

Revati, pointing at Nirav - Kyaa Ye Wohi Ladakaa Hai

Shivraj, pointing at Vivaan - Kyaa Ye Wohi Ladakaa Hai

Kushal, looking at Swara and Aarohi - Kal Tak Jo Nanhi Si Lali Thi,

Jeevika, standing beside him - Komal Si Juhi Ki Kali Thi

Shivraj - Kal Tak Jo Nanhi Si Lali Thi, Komal Si Juhi Ki Kali Thi

Kushal - Wo Totali Boli, Are Kitani Bhali Thi

Jeevika - Wo Jisake Simaa Bas Ghar Se Gali Thi

Kushal, pointing at Swara- Kyaa Ye Wohi Ladaki Hai

Jeevika, pointing at Aarohi- Kyaa Ye Wohi Ladaki Hai

Shivraj, pointing at Aakriti - Kyaa Ye Wohi Ladaki Hai

Vikram, pointing at Avni - Kyaa Ye Wohi Ladaki Hai

Rajendra moves near Ansh and Viraj - Prep Se Lekar Primary Tak, Primary Se Phir Dasavi Tak
School Mein Chodaa School se Layaa
Baraso Maine Ye Niyam Nibhaayaa

Ansh bows down smiling remembering their beautiful memories, while Viraj also smiles to the fullest remembering their childhood.

Revati caressing Nirav's hairs - Is Ghar Mein Bholu Jo Kehlaataa Thaa
Teacher Se Bhi Jo Sharamaataa Thaa

Anuradha side hugging Aakriti - Dekh Aapki Ladaki Ko Dil Jisakaa Dhadakaa Hai

Rajendra - Jiske Jawaa Sine Mein Aaj Ek Sholaa Bhadakaa Hai

Anuradha - Kyaa Ye Wohi Chhutakaa Hai

Rajendra - Kyaa Ye Wohi Ladakaa Hai

Nirav hides his blushing face in his mother's pallu. (Like prem from Hum saath saath hai)

Rishtey Dillo ke!!!Where stories live. Discover now