Goenka house:
Its morning and every one gets up happily welcoming a new morning.
A morning where few people were anxious, yet happy, while others were simply thankful and delighted for a happy life.Everyone get ready and come to the living room.
Mimi- humne aaj akshu ke ghar aane ki khushi mein puja rakhi hai mandir mein. Abhi chalna hoga.
Akshu- mimi thank you, lekin main abhi nahi aa sakti meri ek bahot zaruri meeting hai, aur fir kuch bahot important kaam bhi hai.
Mimi- matlab tum nahi chalogi??
Akshu- arey mimi main aaungi apke sath mandir tak. Main darshan kar ke nikal jaungi. Please understand mujhe pehele nahi pata tha warna main meeting cancel kar deti. Ye foreign clients hai inhe mana bhi nahi kar sakti. Sorry!
Manish- koi baat nahi beta. You carry one.
Suvarna- haan akshu tum ek kaam karo hamare sath mandir chalo wahan darshan kar ke chali jana. Aur haan table pe kuch samaan rakha hai unpe hath laga lo. Woh samaan hum gareebon mein baant denge aur haan Nainak trust ke orphanage and old age homes mein bhi donations karwane the, hamesha toh main khud hi jati hun toh is baar tum bachche chale jana aur dekh bhi lena unhe kya kya cheez ki zarurat hai.
Akshu- nainak??
Suvarna- haan 15 years saal pehele us trust ka launch hua tha. Iske owner abroad rehete hai. Lekin yahan kuch trustee members banaye hue hai. Jaise Goenkas, birlas, mehtas, malhotras, aur bhi hai. Lekin hum 4-5 families hai jo majority yahan take care karte hai.
Akshu- badi mumma nainak ka full form pata hai??
Surekha- ab nainak ka bhi koi full form hai kya??
Vansh- haan nainak ka matlab hai naira ka nai aur naksh ka nak. Ye trust nanu ne launch kiya tha mumma ke jane ke baad. Aur un sab ke london shift hone ke baad main sambhalta hun isliye goenkas abhi tak trustee hai. Warna nanu kabhi goenkas ko allow nahi karte.
Akhil- bhaisahab ye toh hume pata hi nahi tha. Singhanias aur maheshwaris toh jab kartik ne sirat se shadi karne ka decide kia tha uske baad hi yahan se chale gaye the.
Akshu- yes chote dadu, and london mein singhanias aur maheshwaris dono sath hi rehete hai. Achcha ye sab chodiye. Badi mumma humlog lunch ke baad chale jayenge. Kyun vansh bhaiya, bhai??
Kairav- ab akshu ne bol dia hai toh chale hi jayenge.
Vansh- haan theek hai mujhe bhi jana hi hai.
Suvarna- theek hai chalo sab mandir jane ke liye late ho raha hai.
Surekha- arey didi rukiye, maine inder (househelp) se kaha tha bachcho ka breakfast pack kar de. Woh lata hi hoga.
Just then inder brings lunch boxes and gives to each akshu, vansh and kairav.
Akshu- thank you kaka.
Inder kaka blesses her and leaves from there.
Akshu- achcha ab chaliye warna main meeting ke liye late ho kaungi.
Vansh and akshu leaves for her office, while kaorav leaves for his office.
K.A.N.K company, 10:00 am
YOU ARE READING
Yeh Rishtaa Kya Kehlata Hai 3.0- Reprise
Fiksi PenggemarA tale of unconditional love, empathy, understanding, and trust which makes two broken imperfect people, perfect! A tale of jealousy, betrayal, ego which makes two sisters enemy of each other. A tale od untold truths, hidden relations, and undermin...