DHOKA💔❤️‍🩹

15 3 5
                                    

* Dhoka !
* Ye mahez ek shabd nahi hai ye toh khud mein hi puri kahani hai.
* Dhoka woh hai jo kisi ki puri zindgi barbaad kardeta hai.
* Dhoka woh hai jo insaan ko andar se todh deta hai.
* Dhoka woh hai jo insaan ko andar se khatam kar deta hai.
* Dhoka woh hai jo aksar insaan ko apne chahne walo se milta hai.
* Dhoka woh hai jiske wajah se insaan phir kisi par bharosa nahi kar pata.
* Dhoka woh hai jiske koi mafii nahi hoti.
* Dhoka woh hai jo insaan ko har chiz par shaq karne par majboor kardeta hai.
* Dhoka aksar wahi deta hai jisse ap bharosa ki sabse zyaada umeed rakhte ho.
* Kabhi kabar insaan ko pata hota hai ki aage wala usse Dhoka de raha hai lekin woh uspe vishvaas nahi karta.
* Karegi bhi kaisa jisse insaan ke sath apne puri zindagi bithaane ki sochi, jiske liye ap puri duniya se lade agar wohi apko Dhoka de toh apki puri duniya ki khatam hojaegi na.
* Isiliye aksar log bharm mein rehte hai na ki sacchai mein; aur issi baat ka faida uthaakar woh log apne haadien Paar karte jaate hai ; Aur kahi ma kahi hamari bhi Galti hoti hai ki hamne unpar aankh band karke hamesha vishvaas kiya jab ki cheezein khud hamare aakhoun ke samne thi .
* Aur aksar dhoke ki saza sirf ek hi insaan ko milti hai kyu ki dusra toh apni zindagi mein khush rehta hai aur wo insaan til til karke uske dhoke mein Marta hai.
* In India 50%of the married people have an extramarital affair and it's very common in india because their is no criminal offense in having an extramarital affair so there is no punishment for it though the victim can file a divorce and finish nothing more to do and obviously in india divorce rate is the least of all countries bcoz people here can stay in a abusive marriage but cannot divorce bcoz of the pressure of the society and due to this so called society the person suffers till the end of the life and if the person dies by chance the society will blame him/her only not the person who is responsible for it.

Gairoun se kya shikaayat karna ghaav toh apno ke zyaada chubte hai

Cheating is never by chance it's always by choice

KUCH UNKAHI FEELINGSजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें