chapter - 49

10.7K 721 60
                                        

Target- 400 votes.

********

" Mujhe insab se alag rehna hai bas, mene soch liya hai"

She said

" Acha"

He said

" Kya acha ? Mera bas ho chuka in sab se . Yaha tak mera jindagi jine se bhi ho chuka. Apko Mai kese samjhao ki kya  guzarti hai mujhpe . Har samay sir me dard hota hai , gutan hoti hai .
Mai nhi smjha sakti or apko bas."

She said while crying.

Areee toh har baar Mai hi baat karo, mai hi smjhao tujhe . Baad me  suno bhi mai . Kyu?
Mai bachhi manta ho,  baki log nhi .
Tere har kiye kaam ko dekha jayega.
Or mai bolta nhi ho iska matlab ye nhi hai ki mujhe pata nhi hai kuch .
Pagal nhi ho mai , jo tujhse ya balako se har samay majak karta rho. Mai sochta ho , Ki chalo bhai abhi chote hai dono , Nhi  hota hoga tujhse.
Kam se kam mai toh pressure na do tujhe . Par mujhe kya milta hai ?
Ki har baar Mai galat ho , mai villen ho .
Agar tujhe adjust hone me time lag rha hai , toh mujhe bhi lag rha hai . Bas Itna  farak hai ki mai tujhe or pressure nhi dena chahta .

He wipe her tears and hold her waist tightly.

Ab roo mat . Baat karna sikho . Nhi ata baat karna ya kabhi nhi sikha toh ab sikhlo . Baat baat pe tasuai bahana band karde.

He said

Mai kya karu? Batao ? Kya karu?
Mai jabse paida hui ho tabse papa ne control kiya tha  , shadi ke baad apne .
Mai koi gay , kutta ho . Jo chahiye pit ke chala jaye , jo chahe kuch hi bak kar chala jaye.
Ya dharti ka bojh ho ? Batao? Bolte kyu nhi ?

She said.

Lakshmi, meri baat suno .
Mai tujhe control nhi kar rha . Tere baap ka pta nhi par .
Dekho har baat pe mere se ladai mat shuru Kara kar . Mai bhot pyaar se smjha rha ho , puch rha ho . Par tu mere khilaaf chali jati hai .
Mai Aaj ki ladai ki baat hi nhi kar rha .
Mujhe koi problem nhi  hai , tu lade , sunaye ya sir fod de , ab isse zyada kya bolo ? Bta ? Mene toh kabhi tujhe kuch kaha hi nhi .

He said.

Mai apse kaha kuch keh rhi ho . Sab baat khud pe le jaoge toh mai kuch nhi kar skti .
Agar baat karte time sirf mujhe apko smjhana hi ho ta hai toh mat Kara karo . Mai pagal ho jaongi ya karungi bas.
Mujhe nhi pta .

She said .

Thik hai , tujhe yaha nhi rehna?
Hum fir shift ho jayenge. Mai bhi Roz roz nhi matter solve karwa paunga.

He said.

Mere pe blame mat dalna aap fir ki mene alag kar diya apko sabse.

She said .

Chup hoja ab . Jitni Umar ki tum ho . Utni baat Kara karo bas .

He said.

Mujhe Umar ka  lecture mat dijiye.
Jab mujhe apne bachho ki maa bnaya tab Umar yaad nhi ayi apko .

She said .

Dekho agar tum gandi baate hi sunna chahti ho toh , bata do.baat me batmeez , besharam mat bolna .

He said.

Baat mat palto aap .

She said.

Achaaa. Jab tu meri biwi hai toh tujhe hi toh maa bnaonga , ki padosi ki biwi ko bnaonga .

He said.

Areee , chiii. Mene ye nhi pucha tha.
Mene blame wala pucha tha.

She said but blush.

Nhi kar rha . Kyu pagala rhi hai .
Dekh babu rone laga , Chupa warna lalla ko or jaga kar bethal dega .

He said.

**********

" Mummy ye ladka kaha se layi tum?

Lalla said to Lakshmi.

Lalla..

Varun showed his eyes.

Sorry

Lalla wishpers.

Ye Babu toh bhagwan ne diya hai mummy ko .

She said.

Toh wapas kardo please isse. Mai promise karta ho koi gift nhi mangunga.

Lalla said.

Lalla , mai teri chaddi utaar ke nanga karke pitunga . Bhai hai wo tera chota . Dyaan toh rhta nhi hai uska . Baate bnwalo bas .

Varun spank on his bum.

Mai thak jata ho college jake . Kitna kaam karna hota hai mujhe waha . Mai kyu dyaan rhko ? Mai bhi chota ho .

Lalla said .

Bada thak jata hai . Lakshmi. Mene tujhe btaya nhi tera laal college me kya gud khila ta hai.
Ladkiyo ko toh pit ta hai . Ladko se gaali galuch sik rha hai . Maar pitai bhi .

Varun said

Mummy ye papa jhottha hai . Mene gali nhi di kisi ko , is ladke ke alawa .

Lalla said and cried.

Tameez dekho . Ek chate me dubara pet me Gus jayega . Apne papa ke kese baat karte hai .

Varun said.

Aree bhaiya , ladai mat karo aap dono please.
Lalla mummy baat nhi karegi . Agar aap tameez se nhi bologe toh .
Or ye chota sa babu apka hi toh hai .
Jab ye bada hoga toh bhaiya bhaiya kahega tumhe .

She said .

Nhi , mummy iski wajah se tum mujhe pyaar nhi karti . Har samay isse hi liye rhti ho .

Lalla said.

Muh band bilkul, tu paida hua tha toh tujhe bhi leke ghumti thi wo . Mujhe bhi pyaar nhi karti thi .

Varun said.

Tumhe kyu pyaar karegi mummy, papa? Tum apni mummy se bolo ye baat . Mummy meri hai sirf.

Lalla said

Haan mere lalla ki mummy ho sirf.

Lakshmi said and kissed his cheeks.

************

Target - 400 votes

How's this ?

A Housewife : Burden Stories to obsess over. Discover now