Asaan hai kisi ki surat me aib dhoondna
Saamne se jo woh nazar humein aate hain
Apni surat me kami sirf tabhi nazar aati hai
Jab saamne se Aaina dikhaye jaate hain
आप पढ़ रहे हैं
Sher Arz Hai
PoetryAdna si shayar hoon Kabhi gham me Kabhi khushi me Shayri karti hoon Kuch zyada ilm nahi Mujhe is fan ka magar Bas jo dil me aya Wahi likh deti hoon
Aib
Asaan hai kisi ki surat me aib dhoondna
Saamne se jo woh nazar humein aate hain
Apni surat me kami sirf tabhi nazar aati hai
Jab saamne se Aaina dikhaye jaate hain