Ek ittefaq, ek mamool si mulaqat the tum
Na jaane kyun meri chahat ban gaye
Na socha tha, na hi chaaha tha
Phir bhi dekhte dekhte muhabbat ban gayeAb bas itni iltija hai tumse
Ke jiske bina na jee sakun
Woh buri adat na ban jaana
Door jaane pe jiske liye tarsun
Woh sukoon rahat na ban jaana
Jiski wajah se hojayen apne khafa
Woh haseen shikayat na ban jaana
आप पढ़ रहे हैं
Sher Arz Hai
PoésieAdna si shayar hoon Kabhi gham me Kabhi khushi me Shayri karti hoon Kuch zyada ilm nahi Mujhe is fan ka magar Bas jo dil me aya Wahi likh deti hoon