Khushi me kiye jitne
Waade saare bhula diye
Gusse me kiya ek kasam
Tu poore imaan se nibha gayiHar yaad ko lekar
Mere paas aaya karti thi
Itni door kyun chali gayi ke
Tu bas ab ek yaad banke reh gayi
आप पढ़ रहे हैं
Sher Arz Hai
PoetryAdna si shayar hoon Kabhi gham me Kabhi khushi me Shayri karti hoon Kuch zyada ilm nahi Mujhe is fan ka magar Bas jo dil me aya Wahi likh deti hoon
Kahan hai tu?
Khushi me kiye jitne
Waade saare bhula diye
Gusse me kiya ek kasam
Tu poore imaan se nibha gayiHar yaad ko lekar
Mere paas aaya karti thi
Itni door kyun chali gayi ke
Tu bas ab ek yaad banke reh gayi