Faraz' ab koi sauda koi junoon bhi nahin
Magar qaraar se din katt rahey hon yun bhi nahinLab-o-dahan bhi mila gufta-gu ka fan bhi mila
Magar jo dil pe guzarti hai kah sukoon bhi nahinMeri zubaan ki luknat se badgumaan na ho
Jo tu kahe to tujhe umr bhar milun bhi nahin'Faraz' jaise koi diya turbat-e-havaa chahe hai
Tu paas aaye to mumkin hai main rahun bhi nahin ...!
--------------------------------------------------------
{ dahan = mouth, gufta-gu = conversation, fan = skill,
luknat = stammering, badgumaan = suspicious, turbat = tomb }
YOU ARE READING
Dasht-e-Aarzoo.#lovefrompakistan Completed ✔️
PoetryAbhi to ishq main aisa bhi haal hona hay K ashq rokna tum se mohaal hona hay Har aik lab pe hay meri wafa k afsanay Tere sitaam ko abhi lazawal hona hay Beautiful and heart touching words of Ahmed faraz Ranked: 2