juz teray koi bhi din raat na janay meray
tu kahaN hai magr Ah dost puranay meraytu bhi khushboo hai magr mera tujusus bekar
burg-e-awara ki maninth dikhAnay merayshumA ki lau thi kay wo tu tha magr hijr ki raat
dair tuk rotA raha koi sirhanay meraykhalq ki beKhabaree hai keH meree ruswa'ee
loog mujh ko hi sunatay hein fusanay meraylut keh bhi khush hooN keh ashkooN se bhara hai daaman
dekh gharat gare dil yeh bhi khazane mereAaj ik aur burS beeth gya oos kay beghair
jis kay hotay hooay hotay thay zamanay meraykaash tu bhi meri awaaz sunta ho
phir pukara hai tujhe dil ki saada ne merekaash tu bhi kabhi aajaye masiha'ee ko
loog aate hein bohat dil ko dukhane merekaashi aurooN ki turhaaN mein bhi keH sukta
baat soon li hai meri, aaj khuda ne mereto hai kis haal mein aih zood-faramosh mere
mujh ko tu cheen lya aihed-e wafa ne merechara-gr yooN to bohut heiN magr aeh jaan-e-faraz
juz teray , aur koi zakhum na janay meray(Dard-e-Ashaub)
juz teray = except you
chara-gr = suitors
YOU ARE READING
Dasht-e-Aarzoo.#lovefrompakistan Completed ✔️
PoetryAbhi to ishq main aisa bhi haal hona hay K ashq rokna tum se mohaal hona hay Har aik lab pe hay meri wafa k afsanay Tere sitaam ko abhi lazawal hona hay Beautiful and heart touching words of Ahmed faraz Ranked: 2