SECOND PART-TEASER

160 13 10
                                    

Kitna pramanik tha uska dukh ladki ko daan mei dete waqt,
Jaise vahi uski ek antim punji ho.

Ladki abhi sayaani na thi,
Abhi toh itni bholi saral thi
Ki usse sukha ka abhas toh hota tha,
Lekin dukh bachna nhi aata tha.
Pathika thi vah khule aakash ki,
Kuch tukon aur kuch laybadh panktiyon ki.

Maa ne kaha paani mei jhank kar,
Apne chehre par matt rijhna.
Aag rotiyan sekne ke liye hai,
Jalne ke liye nhi.
Vastra-abhushan shabdik bhramon ke tarah,
Bandhan hai stri jeevan ke.

Maa ne kaha ladki hona,
Par ladki jaisi dikha mat dena

- kavivar Rituraj.

So this is the teaser to second part of the story, I may or may not have twisted the meaning of the poem abit to suit my story. If you can decode the meaning you will know what to expect in second part of Destined Forever. ;)

Comment ur assumptions and meaning to the poem and its relation to story.

The sooner the comments, the sooner chapter.

DESTINED FOREVERजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें