Junoon

27 3 2
                                    


Mujhse na jaane woh door kyun hain,

Aankhom mein kisi aur ki khoj kyun hain,

Khamoshiyon se yeh darr kyun hain,

Baichainiyon ki yeh faasla kyun hain.


Dhadkan ki raftaar yeh tezz kyun hain, 

Khwaabon ke saaya ek raaz kyun hain, 

Honthon ki muskaan yunh gum kyun hain,

Chaand si chehre pe khaunf kyun hain.


Saath mere woh kyun nahi hain,

Duniya ke baaton mein use yakeen kyun hain,

Pyaar pe mere use shak kyun hain,

Na jaane kyun sab ise junoon kehte hain.


Mehfilजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें