Raat bhi jaage hain saath mein mere,
Aankhein bhi khuli hain, dil bhi humare.
Sukoon se khade hain makaam pe jahaan
Barson se mohabbat ki sapne dekhthe rahe.
Iss raftaar mein khoyi kabhi hum bhi the,
Kisi anjaan manzil ki intezaar mein.
Par ab lag raha jaise kuch toot gaya andar,
Phir se banne kuch zyaada khoobsurat.
Re kabire, ab tu bhi maan jaa,
Mudkar ab tu bhi mere paas laut ja.
Rasta uska humse alag har nazar se hain,
Saaye pe uske hum kab tak jiyenge
आप पढ़ रहे हैं
Mehfil
RandomJadoo si hai yeh baatein, muskuraahaton ke jholi, khwaabon ki ek goli, pyaar ki katori, dil ki woh dori..... Sukoon ke saans hai lafz, dard ke sitaare, gumsum si yeh raatein, aansuon ki baarishein, juzzbaaton ke andhere..... Raaz bhi hai woh alfaaz...