The Snowy Night -3

107 5 6
                                    

Hello guys.
I am here,again....
Thanks for your love and ratings,
I really like your performance for my story.
Please give your performance same like given.thanks again.
Please ignore my grammatical errors.because I don't have too much experience...
Now I am starting my story from last ending.. ......................................

Ishare ki taraf dekhte hue pankhu ne soncha.
Aisi kaun si bat ho sakti hai Jo yai mujhe bol ke ni bta Sakta...
Yai ladka bhi Na .
Pagal karke chhodega mujhe.
Najre uthai to dekha..samne ek bahut achhi si shop thi...
Meri favorite.
Ice cream parlor......
Nayan ko achhi tarah pta tha ki jab bhi wo paresaan hote the bas apni purani shop par jakar ek chocolate flavor ice cream khate the..
Or fir man ki saari bate ek dusare ke samne bol Dete the.
Koi bhi kamiya .
Koi bhi narajgi,
Kisi tarah ka gila-shikwa,
Sab bas chutkiyo ki bat thi....
......................................................................
Kitne din gujare hai akhir iss shop par,
Apni pahli pasand se lekar akhiri tak bana Liya tha isse.
Ya yu kah lo.
Ek dusare se milne ka jariya tha yai.
Iss jode mai se koi ek bhi ruthta to,
to dusare ka intjaar yahi hota tha.
Shayad pagal dil bhi janta tha.

parinda kaha jaega,bas is dil ka hai,
Iss dil mai hi aaega.

Kuchh Jada to ni magar inhe Abhi tak ek dusare se milane or milwate rahne mai bahut role tha iss chocolate shop ka..
Jab bhi kabhi iss duniya se.office se,family se ya khud Nayan se,
Kabhi bhi dil udas hota to bas yai chocolate shop hi usaki life mate ban jati thi.yaha aakar wo apne sare gamo ko bhul jati Thi..
Sunne mai bada hi ajeeb tha magar sachhai thi..
Yai bat alag hai ki,
Usaki yai bat sunakr log majak banae bina ni rahte the.

Fir bhi isi shop par usaka man rahta tha.............................................................
Aaj Fir se usi shop par ana kuchh achha sa laga use.aisa laga ki kuchh kah Raha ho sama.na Jane Kyu aaj Jane ka man nhi tha usaka yaha se.fir bhi bina kuchh bole.dono bike se utare or shop ke andar gae.

Bhaiya ek chocolate ice cream Dena..hamari favorite...

kahte hue ek ajeeb si awaj banakar Nayan ne pankhu ki taraf dekha.use ni pta tha ki usaki iss harkat ko pankhu dekh Rahi thi.
Najare mili to .
Apni chhedkhani ko chhupate hue bola..
Are wo hamari wali.jo ham khate hai ice cream.
Hai Na pankhu
Wahi to chahie Na
A
Hame koi or pasand bhi kaha aati hai.
over acting karte hue Nayan ne bola.
shop keeper ne nayan ki taraf dekha or fir hanshte hue wahi ,
unka favorite, chocolate ice cream nikal kar de diya..
Ice cream ko hath mai lekar bas aage bada hi tha ki
Dono hatho mai se ek ice cream gayab thi..
Shocked hokar dekh to pankhu ne pahle hi Chheen Liya tha.
Iss bar mai apna hissa ni dungi tumhe.itni baichaini se cheena ki samjh mai hi ni aya nayan ko.
Or jaldi khatam ho iss bechaini se ice cream ko khane lagi,

Are ice cream bah jaegi tumhari...
Bahut tej chillai thi pankhu..
Kaha ho.kaha kho gae..
Dekha to aadhii ice cream bahane wali thi.pta ni kab itna wakt nikal gya, usake bachpane ko dekhte dekhte...najre hi ni hat Rahi thi aaj.kuchh to alag tha aaj..
Bas najar Na Lage hamari isako..
Yai sonch kar Nayan ne apni aankhe hata li.or bachi hui aadhi ice cream khane laga...
Lo Maine pahle khaya.raho beta ab tum peeche..
Waise pta hai peeche wale log peeche hi rahte hai.kuchh kar hi ni pate.dekho Maine apni ice cream khatam bhi kar li......or Tum....
Na jane or kya Kya bolrahi thi.usaki aawaj Nayan ke kan mai gunjane lagi.

Itni batooni Khushi mili thi use..
Iss Khushi ko wo kabhi khona nhi chahta tha...kabhi ni..

Bas apni baahon mai samete yaha se kahi dur chala jana chahta tha..
Jaha bas wo bole or wo hi sune bas.

Jaha use chhune ke liye Kisi ki ijajt ki jarurat Na ho.
jaha usse pyar Karne le liye sonchna Na pade.

Achha thik hai ,lo khatam kar Liya Maine bhi ,
bas..
Usaki bato ko khatam karte hue or beech se rokte hue Nayan ne bola.

Ha bas.ha bas.
Bas,yai bas kaha se ayi,
Yrr Abhi kaha bas.agar bas to payment kaun karega.mai to ni karungi.

Ithlate hue pankhu ne bola.

Mai karunga Meri maa.
Mai..
Or jakar shop keeper ko paise diye.
Usake bad wapas aye .dekha Bahar ka mausam achha tha.
Halki halki sham thi or usspar barf ke fuhaare.
Bahut achha tha sab kuchh..Chhote Chhote barf or usake chhune ka maja bahut hi suhawana tha.
Sweater se lipte hue dono ne ek dusare ko dekha...mano ankhe kuchh bol Rahi ho ..kuchh samjhana chah rahi thi.magar ,
yai nadan dil...samjhne ko taiyar hi nhi tha..

Late ki wajah se pankhu chillai...

Yrr bahut time ho gya hai..
Kyu ni samjhte...
Mujhe Ghar bhi jana hai..
Ab Sara time ap yahi spend karna chahte hai

Ya fir raste ka bhi maja............
Usaki bat ko Pura bhi ni hone diya tha..
Bas ankho mai aankhe or dil mai bahut Sara pyar..
Itne kareeb tha wo, itne kareeb ki, hoton ko jarurat hi ni padi pass ane ki.
Bas jarurat thi to samjhne, sambhalne ki.
kyunki ab wo unake bas mai rahne se inkaar kar Rahe the.itne pass ana,
Bahut achha laga tha unhe..
baraf gir raha tha.sham bhi thi..
magar Fir bhi.
Yaha sab kuchh saf saf tha.ek dam saf....Na kuchh dekhne ki jarurat,
thi Na kahne ki.............


What will be happen after  that..
Please continue to read the Story.
And please readers comment me,how is my story.
Can you imagine or not.becaouse your comment is my power to improve me to write the best and give you a world of imagination.
Thank you so much.....

The Snowy Night..........(Completed)Where stories live. Discover now