abir and his family

1K 50 3
                                    

After manaoying the singhaniya's and maheshwari's now the difficult task is to manao the rajvansh's.

Abir is admant that he will talk to maa and nanko about mishti today  itself and make them understand their love to them.

Abir goes to nanko first and tell him nanko mujhe tujhse baat karni hai.
Kunal- haan Bhai boliye na.
Abir- mishti aUr
Kunal- mujhe mishti ke baare Mai koi baat nahi krni Bhai please.
Abir- yaar nanko sunn to let pehle. Mujhe mishti aUr apne baare Mai baat karni hai.
Kunal- Kya baat hai Bhai
Abir- nanko please mujhe galat mat samajhna. Mai mishti see bohot pyaar karta hai I really love her and I cannot imagine my life w/o her.
Please nanko I know tujhe mishti see much problems hai but please use uski akeli ki koi galti nahi thi. U r equally responsible and tu USS rishte Mai poori tarah se nahi tha bas Ek business smjh kr apna kaam KR RHA tha. Nanko smjhne ki koshish kr.
Kunal- Bhai I understand your pov. I think aap sahi keh rhe hai. Jo Khushi mujhe kuhu ke saath rehkar milti hai shayad mishti ke saath kbhi nahi mili shayad we were not mean to be together because u were. Agar Bhai aap khush ho to mujhe bas kuch nahi chahiye bas aapki Khushi. Aap Meri Zindagi ho Bhai Mai bas aapko hamesha khush dekhna chahta hoon. aUr fir ab Banjara ki tarah life to jeeni band karoge aUr ghar pee thoda jayada time spend karoge.
I think mujhe aUr mishti ko friendship se strt krna chahiye. May be dosti ke saath saath vo Meri Ek achhi bhabhi bhi ban jaaye. What say Bhai😉

Abir- nanko I am so happy. Tune Meri baat suniye aUr samjhne ki koshish ki. I love u nanko.

Kunal- I love you too Bhai.
Abir- ye baat Mai mishti ko batata hoon kitni khush ho give vo.i cannot believe tu man gya.
Kunal- thank you Bhai.. for all this.
Abir- tu Mera chota Bhai hai aUr Bhai ko thank you bolega ab tu. Ek thappad padega.
Kunal- achha Bhai Mai chalta hoon Meri meeting hai.
Abir- haan ab tu to Mann gya but big Ben ko banana bda difficult task hai.
Kunal- haan Bhai. Chalo all the best . Mai chalta hoon.

Abir goes to his mother's room and see her sitting quietly. He goes and sits beside her.
Meenakshi is shocked ki abir ussey Milne aaya hai.
Meenu- abir kuch kaam that Kya?
Abir- kyu Ek beta apni maa see milne nahi AA sakta.
Meenu- emotionally nahi abir tum kabhi aise aate nahi hona isliye.
Abir- maa
Meenu- aisa lga ki tumne aaj Dil se maa bola hai.
Kya hua bolo?
Abir- maa Mai kiss se pyaar krta hoon.
Meenu- mishti see na.
Abir- aapko kaise pta ( shocked).
Meenu- ek maa apne bachoke baare Mai sab jaanti hai.
Abir- to aapko issey koi problem to nahi hai
M- yhi to baat hai tum apni maa ko kbhi nhi smjhe abir. Tumhe bas ye lagta hai tumahri maa galat hai poori duniya sahi. Haan Mai control karna chahti hoon B's isliye taaki tumhe vo problems na face krni pade Jo Maine kri. Vo humiliation na ho Jo Maine face kiya.tumhe bas khushiyaa Dena chahti thi aUr tumse see hi door ho gyi.kaise badkismat maa hoon Mai.
Abir- nahi maa aap aisa kyu bol rhi hai. Please maa mujhe maaf kar dijiye Mai aapka kabhi ye nazariya dekh hi nahi paaya. Bas aapse ladta rha. I am sorry maa.
M- it's ok beta. Apni maa ke Gale nahi lagoge. Itne sal ho gye tumne apni maa ko Gale nahi lagaya.
Abir- hugged her and they both in that position so long.
M- Chalo ab taiyaari karni hai.
A- kis cheese ki.
M- Kal officially Jana padega na apne abir ki pasand ko officially iss ghar ka banane ke liye.
A- maaa( blushes).
M- arey Mera beta sharmata bhi hai. So cute.
A- achha maa a jaiye aap. Mujhe tease karna band kriye.

Abir was so happy. After so many years he felt home and maa ka pyaar. He thanked God and said bas bhagwaanji kiss ki nazar na lage hamari khushiyaa par.

mishbir with mishti old familyWhere stories live. Discover now