Second Chance?

3.1K 168 49
                                    

Karan was walking on road when Sameer and Rishabh stopped him.

Karan(angry) : Kya h.. Kyu aa rhe ho mere piche..

Rishabh: Kaha jaa rhe ho..

Karan ignored him and started moving forward.

Sameer: Bhai.. Pls..

Karan: Bhai.. Sammy..Main khud ko smbhal skta hu...Mere paas meri savings h.. Meri mehnat ke paise.. Toh agar aap dono ko lagta h.. Kii main sadak pr bhatakne wala hu.. Toh fikr mt kijiye.. Jayiye apne uss bade se ghar mein.. Jahaan log toh h.. Par unke seene mein dil nhi..

Rishabh : Karan.. Yeh tu...

Karan: Nhi bhai..Maine meri babydoll ke saath jo jo kiya h.. Uss ek ek cheej ki saza main har uss insan ko dunga jo uske liye responsible h.. Including me.. Bahut seh lia usne.. Ab sehne ki baari kisi aur kii h..

Sameer: Bhai.. Main aapke saath..

Karan smiled and kept his hand on Sameer's shoulder.

Karan(in tears) : Bhai sammy.. Mom dad ka khyal rkhna.. And don't follow me.. Main apna khyal rkh skta hu..

Rishabh and Sameer looked at him helpless.

Rishabh: Karan.. Teri gaadi ki chaabi..

Karan(smilingly): Nhi bhai.. Gaadi meri nhi h.. Jo mera tha.. Main le aaya.. Yaaden hmari family kii.. Meri babydoll kii.. Aur vo sapna.. Jo tune mujhe diya tha..

Rishabh smiled in tears and hugged Karan. Sameer hugged them both.

Karan(in tears) : Bhai.. Tujhe bhi lagta h main jhooth bol rha hu..

Rishabh: Nhi Karan..Mujhe tujh pr pura vishwas h..

Sameer: Mujhe bhi..

Karan smiled lightly.

Rishabh(smilingly in tears) : I am so proud of u Karan.. Par tera jaana..

Karan(smiling in tears) : Bhai.. Maine kisi ke saath bahut galat kiya h.. Hmari family ne bahut galat kia h.. Aur mujhe meri galti sudharni h.. Meri babydoll ko main woh saari khushiyan dunga jo vo deserve krti h... Har dukh se bachake rkhunga.. Agar zindagi bhar bhi uski maafi ka intezaar krna pdega na.. Main kruga..

Rishabh nodded understanding him.

Sameer(in tears) : Par mujhe aapke saath rhna h bhai..

Karan(wiping his tears) : Ha.. Bhabhi ko teri abhi manana rhta h.. Kabab mein haddi main pehle hi le jau..

Sameer glared him. Rishabh and Karan giggled a bit.

Karan: Bye bhai.. Bye sammy..

Rishabh and Sameer smiled at him. He left them and walked towards a hotel. He booked a room for himself and went inside.

Preeta was trying to sleep. Shrishti was hugging her. Preeta couldn't help but think of him.

Karan(in tears): Kya tum jod paogi mujhe.. Main khud se nazren nhi mila paa rha hu.. Tut chuka hu.. Bikhar gya hu..Babydoll.. Maine.. Sach mein.. Intentionally.. Yeh sb..

A tear escaped the corner of her eye. Karan looked at her photograph sitting on bed.

Karan(smiling in tears) : Sab kharab krdia na maine.. Nafrat krti ho na mujhse..

Preeta(thinking in tears) : Nafrat nhi Karan.. Par bahut buri yaaden h.. Aur dard h..

Karan(in tears) : Main tumhare dard ki wajah bana tha na.. Ab har dard se dur lejauga tumhe.. Kabhi koi dukh nhi pahuchne duga.. I love you babydoll.. I love you so much..

Not Today✔जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें