Pandrah

23 9 8
                                    

Thak gayi hu main,

Iss jhuti muskan se,

Thak gayi hu ab iss jahan se,

Iss kadar jeene se,

Aakhir kyu na hu bhi?

Har cheez ki had hoti hai,

Toh phir iski kyu nahi?

Ha main ek aisi musafir hu,

Jo apna maksad nahi janti,

Lekin apne banaye raaston par chalna,

Bhi toh koi gunah nahi...

Dekh lena tum,

Yuhi thak jana meri aadat nahi,

Magar iss thakawat se pareshan hokar,

Na khudko iss sama se alvida kara du.

Kuch baatein aisi bhiजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें