from where it begins

7.1K 482 27
                                    

Shehnaaz wasn't feeling well so she informs Asim that she's going to leave to which Asim agress and tells her not to worry

Asim:- "tu tension mat le Mai sidharth ko handle kar lunga"

Shehnaaz:- "par woh tere par bohot gussa hoga"

Asim:- bhabi aap jaogi kya ab jaldi yaa phir meri kabar par phool chada kar hi manogi

To which shehnaaz blushes and agrees

On the other hand sidharth's mind was not working well so he decides to leave earlier on asking about shehnaaz from puja he comes to know she has left the place just few minutes before by taking permission from Asim

He rushes immediately towards parking lot and rushes into his car his eyes were searching for shehnaaz soon he finds her walking by the corner of road ,he was feeling guilty that he was responsible for her current condition but he can't let his heart win over his mind,he stops the car besides her ans asks her to get in

Sidharth:-" come let me drop you !"

Shehnaaz:- "nahi sir Mai chali jaungi ,aaj to itna late bhi nahi hua "

Sidharth:-" do as per my order, and as per the contract you've to obey my each and every order"

Shehnaaz unwillingly gets in , the whole drive was quite ,and there was complete silence, on reaching the destination,he stops the car

Sidharth:- "lo aa gaya tumhara ghar,aur haa (looking towards her sprained leg) take a rest for tomorrow ,no need to come to office !"

Shehnaaz:- "nahi sir Mai bilkul theek hu !"

Sidharth:- "tumhein har ek baat par zidd kyu karni hoti hai , chup chap ghar par baitho kal ke din aur parso aa jana"

Shehnaaz agrees

At Sana's home:

Shehnaaz:- "Sidharth Mai tumhein samajh kyu nahi paa rahi ,ek pal tum mujhe takleef dete ho aur ek pal care bhi karte ho , inn Mai se kaunsa sidharth asli hai ?"

At office:

Puja:-" Asim I want to ask you something may I ?"

Asim:- "haa pucho na kya puchna hai?"

Puja:- "Sidharth sir shehnaaz se itni nafrat kyu karte hai ?"

Asim :- "itni nafrat Insaan tab hi kar Sakta hai jab usne uss ladki se Beintehaa Mohabbat ki ho"

Puja asks shockingly :- "kya kaha Mohabbat !"

Asim curses himself as he spoke it out in the flow and tries to ignore her questions but after insisting him for a no of times

Asim:-" lambi kahani hai !"

Puja :- "haa to mere paas utna time hai !"

Asim starts narating

(Paras - a bad boy and only son of rich industrialist Malhotra

Mahira- the girl who loves paras a lot but paras doesn't feels same for her

Shefali - the close friend of shehnaaz and her well wisher

Vishal and arhaan - two crazy idiots of paras's group

Asim- the close buddy of Sidharth)

At gill's mansion

Shehnaaz's mother is no more as she died while giving birth to her , there are only two people in her life , Dad and brother shehbaaz, an old servant(vinda) which they treats as their family member

Shehnaaz was staring at her mom's photo frame

Shehnaaz:- mom why you left me so earlier , mujhe aaj bhi aapki yaad aati hai kal mera birthday hai aur mera har birthday mujhe yeh feel karata hai ki Mai responsible hun aapki death ke liye and she starts sobbing

Vinda was passing nearby her room when he hears the girl's sobbing,he enters into her room

Vinda:- "beta tum kyu to rahi ho ?"

Shehnaaz:- "dadu Bhagwan Aisa kyu karte hai jo cheez humein Jaan se pyari hoti hai wahi humse kyu cheek lete hai?"

Bindu :-" beta everything happens for a reason , aur Bhagwan par bharosa rakho tumhare paas tumhari mom nahi hai toh kya hua dad aur shehbaaz to hai na ,aur ab jaldi so jaao ,kal tumhein college bhi Jaana hai aur Shaam Ko gill sahab ne party bhi Rakhi hai mansion mein toh kal tumhare friends Ko invite karna bhulna mat !"

Shehnaaz:- "haa dadu , good night !"

Vinda:-" good night beta !"

At  MVP college

Shehnaaz arrives a lil bit earlier in college when everyone starts wishing her

Paras:- "happy birthday beautiful ,aur yeh gulaab uss gulab ke liye jo humare pure college Ko mehkata hai !"

Shehnaaz:-" tu kabhi bhi flirt karna band nahi na karega aur tysm uske liye "

Shefali , vishal, arhaan , mahira wishes her the same , while one shy guy is watching the scenario hiding behind the campus wall

Asim:- "tu kitne din aise chup chup kar usse dekhta rahega ,Jaa aur bol daal Dil ki baat"

Sidharth:-" pagal hogaya hai kya tu ,hat yeh sab mere bass ki baat nahi hai ,usse durr se dekh kar hi sukoon milta hai "

Asim:- "haa tu usse durr se hi dekhta reh aur waha woh paras bhaga le jaega bhabi ko !"

Sidharth:- "a chup kar Aisa kuch nahi hoga aur pls mera ek kaam kar "

Asim:- "haa aaj bhi letter rakh kar aana hoga na bhabi ke scooty mein"

Sidharth:- "kitna samajhta hai tu mujhe Asim "

Asim:- "haa chal ab jyada chada mat de letter" ,he takes the letter from Sidharth and keeps it on the seat of shehnaaz's scooty without getting notice by anyone

Soon shehnaaz and Shefali reaches towards the scooty and founds the letter

Shefali:- "ek aur letter !"

Shehnaaz opens it and starts reading

Yeh dua hai meri khuda se
Ke aapke zindagi mein koi gham na ho
Janamdin par mile aapko hazaro duaaein
Chahe unme shaamil hum Na ho

Shehnaaz:- "yaar yeh Banda kaun hai ,har din mujhe letter deta hai par saamne kyu nahi aata, jiski Shayari itni Dil Ko chunk waali hai woh banda kitna Dil ka accha hoga?"

Shefali :- "tu zyada soch Rahi hai ab ghar chal "

This whole sight was noticed by Sidharth and Amit they hii-fives each other

Asim:- "bhai dekh ab toh bhabi bhi saamne aane Ko bol rahi hai ab Jaa aur keh de Apne Dil ki baat !"

Sidharth:- "nahi itne bhi jaldi nahi aaj toh humein gill mansion bhi Jaana hai usse gift dene"

Asim:- "bhai nahi Mai nahi aane waala tu khud bhi marega aur tere ishq ke chakkar mein mujhe bhi Shaheed karwaega ,yaar meri toh ab tak koi ladki girlfriend bhi nahi Bani ,Mai Kunwara nahi karna chahta"

Sidharth:- "tu aaeg aur woh bhi chupchap aur party mein hongi ladkiyan unme se kisi ek ko banake girlfriend"

"Shehnaaz Mai aa Raha hun tujhe gift dene tere ghar "

Asim put his hand on his head out of tension



Heartbreaker Or HeartbrokenWhere stories live. Discover now