Chapter -8

4.4K 261 14
                                    

After leaving fab 5 Manik is very angry and goes to nandini' s room. Nandini is going to sleep but seeing Manik she is get up and goes to manik said - Manik you are here. You aane something.
Tum samajhti kya ho khud ko. Ye apna bhola - bhala banne ka natak na tum Cabir aur abhi se samne karo jo tumhare is bhole se face par trust kar lete hai.- Manik said in angry tone.
Nandini said with confused face- Manik what are you saying. I am not understand.
Manik in anger hold her arms and nandini feeling pain.
Nandini said - Manik what are you doing its paining.leave me.
Manik said- tumhe pain ho rha hai aur jo tumhari wajah se mere freinds ko pain hua uska kya.

This time nandini also angry said - tumhare freinds ko pain meri wajah se nhi unke ego ki wajah se hua hai. Tum apne freinds ke arrogant behaviour ka Ilzam mujh par nhi lagaa sakte.

Manik said - tumhe lagta hai ki tum bahut innocent ho. To mere ghar mein kya kar rhi ho. Agar rent par hi rehna hai to is city mein bahut se house mil jayenge.
Nandini said to him- Mujhe koi interest nhi hai is ghar mein rehne ka.  Woh to tumhari mom ne Mujhe bola tha ki jab tak woh wapas nhi aati main tumhara aur is ghar ka Khayal rakhu. Jiski din woh wapas a jayengi I will leave for there. Aur tumhare liye yahi better hoga ki tum Mujhe blame karne ke bajaye apne freinds ko bolo ki woh apna ego kam kare. Warna one day woh khud ko destroy kar denge. So now you can leave Mr.  Manhotra.

Manik leave from there with angry face. After leaving Manik nandini said to herself - I am sorry Manik maine tumse itni rudely baat ki but tumhe ye feel karana zaroori tha ki agar tumne tumhare freinds ke ego ko kam nhi kiya to ek din woh sab kuch kho denge. And I know woh tum bardasth nhi kar paoge .

Manik comes to his room. He is thinking of nandini words - (tumhare freinds ko pain meri wajah se nhi Balki apne ego ki wajah se hua hai )

(Agar tumhare freinds ne apna ego kam nhi kiya to woh one day khud ko destroy kar denge.)

Manik thinking of this suddenly Cabir comes call comes. Manik lift the call.
Cabir said - listen Manik nandini ko kuch mat kehna usne kuch nhi kiya. Jo hua usme mistake Alya aur Mukti ki thi.
Manik said in lost way- tujhe bhi yhi lagta hai.
Kya hua hai Manik. Tu aise kyun bol rha hai. Aur kisi aur ko bhi means kisko aisa lagta hai - Cabir asked.
Manik tell him everything and said - how could she said like that.woh mere freinds ke baare me aisa kaise bol sakti hai.
Cabir smiled and said - usne jo bola bilkul correct bola. Mujhe aur abhi ko to humesha se yhi lagta tha par tujhe dekhkar hum kuch nhi kehte the. But aj lagta hai agar humne tujhse pehle is matter par baat kari hoti to shayad aj baat yaha tak nhi pahuchti.
Abhi bhi time hai Manik. Aur hi hai jo unhe sudhar sakta hai warna jaisa nandini ne bola woh apna sab kuch kho dengi.
And Cabir cut the call.
But Manik thinking of his world - kya Cabir aur nandini sahi hai ?

...........................

Ab Manik ka kya decision hoga ?

What do you think about nandini and Cabir?

Beautiful Feelingजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें