CHAPTER 2

2.2K 131 13
                                    

Everyone turns back and see the person speaking was none other than Somnath.

He cames forward and says - Main karaunga baud- Bondita ka vivah 😎

Everyone specially Anirudh stares at him shockingly

Anirudh thinks - Ye Som kya keh raha ha Bondita ka dusra vivah  😟( His thoughts were broken when he saw Som taking Bondita inside towards her room)

Bondita's room-

Som makes Bondita sit comfortably in her bed and says - Bondita tum chinta mat karo main karaunga tumhara vivah

Bondita stares at him and starts crying and says - kyun Somnath dada kyun pati babu ne aisa kyun kiya , kyun kiya unhone dusra vivah 

Som hugs her and says - Shh Bondita Dada ne jo kiya vo galath tha isme tumhari koi galti nhi hai tum mat ro

Bondita - Dada mene keh to diya ki main dusra vivah karungi par kya yeh karna thik hoga aap bataiye na 

Som - Bondita tum yaha rahogi to tumhe dada tumhe dard dete rehange or log taaneise acha dusra vivah karlo esi jagah jaha samman aur izzat mile tumhe 

Bondita - Par mujhse Vivah kaun karega dada

A voice from behind says - Hume dhunde ge tumhare liye ek accha sa dulha

They(Bondita and Som) turn back and see KSJ standing .

KSJ - Bondita bah- beti( bondita looks at KSJ tear-eyed) Haan aaj se hum tumhe apni beti maante hai aur aaj jo bhi Anirudh ne kiya vo thik nahi tha lekin humne tumhari aur Som ki baatein suni fir hume laga ki Som thik keh raha hai yaha rahogi to roj tanne sunne parenge 

Bondita - Par Kaka sasur- nhi Kaka kaun karega mujhse vivah 

KSJ -(thinks for sometime and says - Hume pata tumhare liye ek yogya var

Bondita &  Som - Kaun hai vo

At the Rasam outside -

Sumati comes torwards Anirudh and says - Jamai Babu kya meri Bondita jo keh rahi voh sach matlab kya vo sach mein dusra vivah karengi

Anirudh - Nhi maa main  bondita ka dusra  vivsh nhi hone dunga bharose lakhiye ( le writer - kyun firse bondita ke vivah main daaku ban kar uska vivah rokenge jaise Manorama ke vivah mainkara tha😏)

Sumati - Theek hai Jamai Babu , main ab chalti hun

Anirudh - JI maa

Sampoorna - Chaliye ab rasme shuru karte hai

But Anirudh leaves the room with Manorama following him

Manorama - Anirudh 

Anirudh - Manorama please mujhe  kuch samay ke liye akela  chor do

Manorama nods in yes and leaves 

Anirudh was passing through Bondita's room when he saw Bondita , KSJ & Som talking so he hid behind the door and started listening to their conversation. 

Anidita ~ His RealisationWhere stories live. Discover now