Chapter 14

772 57 3
                                    

Bondita and Anirudh went down together holding hands.

Everyone was shocked at this sight.

Ksj- Bondita tum Anirudh ke saath kya kar rhi ho , aur iska haath kyun pakra hai

Bondita looked at Anirudh who assured her with a nod .

She joined her hands and said - Ksj mujhe maaf kardi jiye par mein yeh vivah nhi kar sakti

Ksj was deeply shocked by Bondita's words.

Ksj- Matlab kya hai tumhara Bondita, Anirudh ne tumse kuch kaha hai kya ( eyeing Anirudh)

Bondita - nhi Ksj unhone mujhse kuch nhi kaha

Ksj- tu fir kyun beta

Anirudh - Kyunki Bondita meri patni hai kaka ( he said loudly to make sure everyone was hearing him)

Ksj- kyun tumhari dusri patni kahan hai jisse tumne apne man se shaadi ki thi haan , kaha gyi kya naam tha uska haa Manorama

Anirudh - koi dusri patni nhi hai meri, meri sirf ek patni hai jiska naam Bondita Anirudh Roy Chaudhary hai, mera aur Manorama ka vivah nakli tha

Everyone except Anidita was shocked.

Ksj- kya keh rhe ho Anirudh

Anirudh - sahi keh rha hun kaka meri aur Manorama ka vivah nakli thi mene usse sirf Bondita ko sahi Marg mein laane ke liye vivah kiya tha , par ab mujhe meri galti ka ehsas ho gya hai

Ksj did not say anything. He was out of words.

Anirudh ( to everyone else present there)- Aur aap sabh sun lijiye ki Bondita meri patni thi , hai aur hamesha rahegi. Us din Bondita ne jo humare rishte ko tod diya tha sindoor hata kar vo aaj hum doobara vivah kar ke jod lenge, aaj mein aur Bondita ek dusri ki marji se khushi khushi vivah karenge

Bondita was shocked at Anirudh's words , he didn't tell her that they will remarry, but her heart was happy.

Anirudh looked at Bondita for her permission because he did not want do anything that might hurt his Bondita, she nodded her head in agreement.

Ksj did not know what should he feel happy that Bondita would be his Bahu  and Anidita have mended their relationship and Anirudh is willing to marry her again or be  angry at Anirudh for doing such things and telling so late , but he knew one thing for sure he would have to cancel the Kartik and Bondita's wedding.

Ksj to Kartik's father - Hume maaf kardijiye Abhimanyu ji par Kartik aur  Bondita ka vivah nhi ho sakta

Abhimanyu understood Ksj and said - Koi baat nhi Trilochan ji hum samjhte hai

Anidita were happy and delighted by his response

On his response Kartik and his mother both nodded in agreement

Ksj- Dhanyawaad Abhimanyu ji

Abhimanyu smiled and said - Ab hum log chalte hai , Anirudh aur Bondita ke saath humara aashirwaad bana rahega

After this Kartik's family left.

Ksj -Som aur Sampoorna jao Anirudh aur Bondita bahu ko inke kamre mein lekar jao aur ache se tayaar kardo , indono ke vivah  ke liye 

Som & Sampoorna - Ji

Saying this they took Anidita in their respective rooms.

____________________________________________________________________________Hope you guys enjoyed it , please do like and comment.

Thank you❣

Anidita ~ His RealisationWhere stories live. Discover now