CHAPTER 8

1.4K 93 9
                                    

Next morning Anirudh came downstairs after having a bath and thinking of how to apologize to Bondita but was shocked when he saw Kaka , Som and surprisingly Sampoorna having a talk with Pandit Ji regarding Karik and Bondita's wedding date.

Kaka - Pandit ji kaunsa muhurat inke vivah ke liye thik rahega aap bataiye

Pandit - Trilochan babu parso kaafi shubh muhurat  hai enke vivah ke liye or uske baad 2 mahine baad hai esa hi shubh muhurat

Kaka - Parso aur 2 mahino ke beech mein koi muhurat nhi hai Pandit ji

Pandit - Nahi Trilochan babu parso aur 2 mahino ke beech mein koi bhi shubh muhurat nhi hai

Kaka thought for sometime & said - Thik hai Pandit Ji hum inka vivah parso hi karege , Som 

Som - Ji kaka

Kaka - Jao Abhimanyu ji se puch ke aao ki unhe koi apati to nhi hai aur Sampoorna tum jaake Bondita ko bula kar lao taki hum uski anumati bhi lesake

Sampoorna - jii

Pandit - Mujhe ab aap jaane ki aagya dijiye Trilochan  ji

Kaka - Ji Pandit ji

Anirudh was hiding behind a pillar thinking - Parso nhi Bondita ka vivah nhi ho sakta , mujhe usse maafi maangni hogi . He started walking towards her room but stopped was he saw her coming towards kaka with Sampoorna. He observed Bondita's face and he could clearly tell she cried last night but was suprising him the most was Sampoorna's behaviour , he could clearly see concern in her eyes for Bondita. He thought maybe Sampoorna changed or was happy as Bondita was marrying someone else so there is no reason to hold a grudge against her.

Bondita - Suprabhaat Kaka ( she said and touched her feet)

Kaka - khush raho beta

Kaka- Bondita beta Pandit ji ne kaha hai ki  parso vivah ke liye ek bahut shubh mahurat hai or is mahurat ke baad esa  shubh mahurat 2 mahine baad hai , to hum soch rahe the ki parso vaala mahurat hi thik hai tumhare aur Kartik ke vivah ke liye agar tumhe thik lage to 

Bondita took a deep breath and said - Kaka mujhe koi apatti nhi hai ( she said with a plain expression )

Som - Kaka 

Kaka - Kya hua Som bolo

Som - Kaka Kartik ke parivaar ko parso ke muhurat se koi apatti nhi hai aur vo kuch hi der me voh Bondita ke liye shagun bhejne wale hai

Kaka - Thik hai Som  to phir ye tay hogya ki parso hi inka vivah hoga , tum jaake mehmano ki suchi banao aur Sampoorna hum kal Bondita ki haldi ka karyakram karaye ge tu uski tayarri karvao

Sampoorna  - Ji , chal Bondita andar tere kamre me chalte hain hum vahi pe batchit kar lenge is baare mein 

Bondita - haan Didi chal 

Sampoorna & Bondita go from there towards Bondita ' s room

Here Anirudh is Not in a state to react he does not know what should he do now Bondita will get married day after tomorrow but he knows that Kaka won't let him come near Bondita , his thoughts were interrupted by Manorama's voice.

Manorama - Anirudh tum kuch karte kyu nhi Bondita ka vivah hai parso

Anirudh - Par kya karun mein Manorama , kal uski haldi parso vivah bhi hojaega aur kaka mujhe uske aas - pass bhi nhi ane denge aur Bondita bhi khush hi lag rahi hai is vivah se

Manorama - Khush nhi hai vo Anirudh , dekha nhi uska chehra kese latka hua hai aur kal raat mein usko kamre guzur rahi thi tab mene use kehte hue suna tha ki vo khush nahi hai is vivah se

Anirudh - Kya

Manorama - Ha Anirudh mein sach keh rahi hun 

Anirudh - Par ab mein kya karu 

Manorama - mere pass ek yojna hai suno .............................( will be revealed later )

Anirudh - par kya yeh thik rahega 

Manorama - haa Anirudh ye hi theek hoga abhi  ke  liye

Anirudh - Thik hai Manorama , mein Bondita ka vivah nhi hone dunga , usse maafi mangne ke sath sath usse apni patni bhi swikar kar lunga aur usse hamari nakli shaadi ke baare mein bhi bata dunga 

Manorama nods her head in a yes.

Anidita ~ His RealisationWhere stories live. Discover now