ms : tune mujhe ghar mey kiu laya!! dekha mummy ne kar diya na tamasha!!
sm : areeyy mallu !! relax! calm down! aunty ne jo kuch bhi kaha mujhe usse bilkul bhi buraa nahi laga! trust me!
ms : tujhe buraa nahi laga toh kya huya!! mujhe toh laga na!! wo ese kese bol sakti hain!
sm : dekh tu idhar beith, aaja.
Sumedh made her sit on the bed.
sm : ek maa ka mann bohoti naram hota hain, hamesha ye sochne mey laga rehta hain ki uski baccha surakshit rehna chahiye. Tune smriti ko dekha hain na? maa hamesha usse daanti rehti hain. kiu? kiuki unhe uski fikar rehti hain. dekh ye duniya surakshit nahi hain. specially ladkio ke liye toh tension hona bohoti normal si baat hain. aur mujhe aunty ki baato ka buraa nahi lag sakta hain par tere baato se mey bohot hurt huya hoon, aur aunty bhi.ms : toh mey aur kya karti! i know she cares about me, but itna insecurity accha nahi hain sudh!! kabhi kabhi mera daam ghutta hain esi cheejo se! aur rahi baat maa ki hurt honeki toh mera esa koi intention nahi tha par wo!! unhone limit cross kardiya aaj! 😤
sumedh holds her hand.
Sm : close your eyes, aur sab bhul jao. baas good memories yaad karo. breath in, breath out. relax, and calm down. No matter what i'm with you.
Mallika hugs him tightly. And closes her eyes. Sumedh hugs her back. Their warm hug was giving both of them peace.After sometimes they got separated.
Sm : abhi mujhe jana hain. raat ho chuki hain. bye.
Mallika holds his hand.
Ms : pohochke call karna.Sm : haan baba pakka. abh jata hoon?
ms : jata hoon nahi kehte. bol aata hoon.
Sm : accha accha aata hoon. abh khush?
ms : hmm.. ja abh. kal mere liye chocolate lake anaa parega.
sm : kis khushi mey?
ms : mey chocolates khushi mey nahi, dukh mey khati hoon.
sm : matlab?
ms : kuch nahi. tu ja.
sm : mallu kya huya hain?
ms : kuch huya nahi par hone wala hain.
sm : kya? 😐
ms : jab hoga tab dekh lena, abh ja bhi!!
Sumedh left the room. Mallika wipes the tears of her eye corner.
Tysm....🎈
Reviews peleaseee....😁
YOU ARE READING
Imtihaan • || ✓
FanfictionA story, starting from sumellika's childhood. Let's see how friendship changed to LOVE✨