sm : ro kyu rahi hain??
ms : tu mujhe bhul toh nahi jayega na!?
sm : jo dilmey hota hain, usse dimag chahke bhi bhul nahi sakta, aur dil kabhi bhulna nahi chahta.
mallika hugs him tightly.
ms : kya koi aur rasta nahi hain?sm : hain na,
ms : kyaa??
sm : mere sath bhag chal, goa mey!
Malllika thinks for a while.
ms : bohot badhiyaa idea 😍sm : ohh hello! mey mazak karraha hoon!
ms : haan! par mey bilkul serious hoon. Mey na shadi ke pehle din hi bhag jaungi, phir tu na mujhe aake leke jana.
Sumedh puts his finger on her lips. She skipped a heartbeat. It became so fast, that she could even hear it.
sm : shh!! faltu ki bakwas bohot karliye! abh chal! waha tere dulhe raja tere liye intezaar kar raha hoga.
sumedh looks down from her eyes. and manages his feelings.
mallika keeps rock on her heart and says,
ms : haan! mere dulhe raja toh mera kabse intezaar karke beitha hain! chal chal jaldi chal!sm : aur teri ice-cream ka kya? woh toh pighal gyi.
ms : jaise mey pighal gyi tere ankho mey ankhe daalke.. (she murmeres in her mind)
sm : kuch kaha tune?
ms : umm haan, mera mtlb hain ki nahi. chal.
sm : phir toh pakka kuch kaha hoga!
ms : nahi na!!
sm : accha accha fine. chal.
They reaches at her house.
ms : sudh, wo aaj na pandit ji aa rehe hain, shadi ka date fix karne. tu rehega na uss samay?sm : (inside) 🙂 aur dard milna abhi bhi baki hain na krishna ji?
ms : nahi rehega?
sm : umm... haan, rahunga na, mey apne bestie ko apne haato se bidai karwaunga.
Tysm.... 🙃
YOU ARE READING
Imtihaan • || ✓
FanfictionA story, starting from sumellika's childhood. Let's see how friendship changed to LOVE✨