Part 23

665 41 1
                                    


Sumedh comes back to his home. Mai became tensed seeing him so dull..

Mai : lalla? Kya huya?

She keeps her hand on his head.


Sm : mai, Aaj pata hain Mey church gya tha, waha mansi ayii thi. Bohot patli ho gyi wo😢 Aur uski aankhe pehle jesi chamak nahi rahi thi. Uski aankhon Mey udaasi thi. Aur wo mujhe...(Sumedh stops)

Sm : (inside) mansi ne mujhse esa Kiu pucha Ki mujhe mallu se pyaar ho gya Ki nhi!? Nahi nahi esa nhi ho sakta Mey sirf Aur sirf tumse pyaar karta hoon mansi!! Sirf tumse!

He felt, mansi replied...


M : Sumi, Hamara safar itna hi tha.. Abh tumhari Zindagi Mallika Ke sath jurna likha hain. Tum usse pyaar karte ho, baas Mann nhi rahe. Mey tumhe khush dekhna chahti hoon sumi. Ese dukhi rahoge Toh mere aankhe kese chamkenge? Kese Mey khush rahungi? Tum jao. Aur Mallika Ko khud se duur maat jaane do. Kuch Karo, Niyati ne koi Toh rasta chora hoga usse wapas paneke liye. Baas tumhe wo rasta dhund ke nikalna hoga sumi!! Usse duur maat jaane do. Please.

Mansi faded in wind...


Sumedh came back into senses..

Sm : Mai mujhe abhi ke Abhi Jana hoga nahi Toh Mallika! Wo mujhse bohot duur chali jayegi Mai bohot duur.

He runs toward his bike and reaches infront of her house.
He saw Mallika with arush, happily choosing jeweleries..


Sm : Mey khush rahu ya Na rahu, Mallika Toh khush rehegi. Mujhe bichmey nahi aana chaiye.


Ms : sudh!!!

Sumedh turns. He looks at her. She is running toward him.


Sumedh sits on his bike hurringly and tries to start it but Mallika came and caught him.



Tysm.... 💫

Toh?? Agee Kya hone Wala hain? 🤔

Kya lagta hain?? 🙃

Imtihaan • || ✓Where stories live. Discover now