ᴘᴀʀᴛ 4

1.9K 117 185
                                    


Hooooollllaaa .., I am not in mood 🤧..so BYE 👋

Recap : Strong Preeta 😼

🦴🦴🦴🦴🦴🦴🦴🦴🦴🦴🦴🦴🦴🦴

Let's Continue..,

Luthra Mansion,
Living Room,

All were sitting in the Living Room numbly ...Kareena ki gandi pandi jhandi kandi bandi muh kholi 🙄

Kareena : Main e toh pehele hi kahan tha iss Preeta Arora ko humare ghar mein aane mat do par yaha meri baat sunta kon hain..😤

Kritika : (mummering) Aapka baat hi ganda hain toh kon sunega..😑

Bani : Ab toh haad hi hogayi..Preeta ne Mahesh ko sirdhi dhakka de diya 😡

Rakhi : Main toh soch bhi nhi sakti thi ki Preeta aise karegi..😔

Sherlyn : Aapko manna padega Mummy ji..usne humare parivaar ke sath itna kuch kiya 😤

Kritika : (mummering) Huh muh wali bhardki nikli ..😑

Mahira : Kareena aunty ab joh hogaya so hogaya...hum ab kabhi Preeta ko iss ghar nhi layenge..😤

Rishabh : Mahira yeh hunari family matter hain ..tum please bich mein mat padho 😣

Kareena : Rishabh beta kaisi baat e kar rahe ho..woh humari family ki hone wali bahu hain 😤

Kritika : Par mumma hone wali hain hua toh nhi nah 😐

Kareena : Kritika baado ke bich mein mat bolo..😤

Kritika : Aapko kya lagta hain ki badi nhi hoon 😡...

Rakhi : Kritika plzz chup hoja..waise bhi humari maan thik nhi hain..😔

Kritika : Aur hoga bhi kaise mami ji ..😒 Aap hi batao ..kya aap ko bhi lagta hain ki Preeta ne hi yeh sab ki hain 🙁

Ramona : Isme bol..

Kritika : Aap chup rahiye ..mami ji boliye..🙁

Rakhi : Haan lagta hain mujhe Preeta ne hi yeh sab kuch ki hain..😤

Kritika : Achcha toh kya proof hain aapke paas..😤

Karan : Tuna Sammy mat ban woh bhi aise hi mujhe pucha tha Hospital mein 😒😤

Kritika : Bhai aapko kya lagta hain iss bare mein 🥺

Karan : Aur kya lagega Preeta woh ladki hain jiss ne mere Dad murder karna chaha 😤..Pata nhi kya hoga ab ..Dad Zinda toh baach gaye..par hosakta hain..Preeta iss ghar mein aake Dad ka kuch kar degi..😣

Kritika : Wah !! Bhai aapne toh sabki Dil ki baat kahedi 😡

Mahira : Sabka Dil ki baat kehna Karan ki hobby hain..😚

Kritika : Mahira ek kam karo mere room mein jao ..Waha ek Drawer mein ek Tape hain woh katke aapne iss ghatiya muh pe lagalo ..Phir tum chup rahogi..Aur hume bhi saanti se baat karne dogi ...🙄😒

Ramona : Dekha Kareena kaisi baat kar rahi hain Kritika ..😤

Kareena : Kritika behave yourself.... Hone wali bhabhi hain woh tumhari 😡

Kritika : (to Rishabh ) Bhai kya iss ghar ek bhi insaan ko defed karna nhi aata kya ..joh har baat pe Mumma ko hi bolna pardhta hain 🥴

Rishabh : Kya pata 😥

Karan : Kritika kaisi baat kar rahi hain tu Bua se..😡

Kritika : Bhagwan mujhe joh muh diya hain nah usse hi baat kar rahi hoon 😤

◦•●◉✿Because Of You✿◉●•◦Where stories live. Discover now