|14|

855 30 10
                                    

Nischay's Pov:

I completed the formalities and took y/n to the elevator.

Y/n: konse floor pe hai?

I: Second last. Woh penthouse hai. Top floor pe swimming pool hai. Gym apne hi floor pe hai.

Y/n: That's good. Architecture mast hai. Bahar se bhi aur andar se bhi.

I: I know right.

We exit the lift and I opened the door to our pent house.

Y/n: Wow! Kitna awesome hai.

I: Andar bags rakhta hain phir shhot karte hain poora.

Y/n: yes!

I kept the bags in the bedroom, took the camera and started vloging the suite. After the bedrooms, I shot the balcony and the view. I stopped recording and y/n went and sat by the swimming pool, dangling her legs in the water.

Y/n: Come sit!

I: Ata hun.

I sat next to her and she puts her head on my shoulder. I snake my hand around her waist.

I: kya hua?

Y/n: yeh view college ke time ki yad dila raha hai. Kitne maze kiye the humne. Par phir pata nahi kiski aankh lagi aur durghatna ghati. Pata nahi kya hua Rohan aur Shiv ke beech mein ki group divide hua. Phir bhi hamari dosti waisi hi rahi, par badme job ke baje se wo bhi ek mushkil raaste pe thi. Aur jab mein wapis aai Delhi, and Abhishek ki dost banke tumhare saamne aai tab wo awkwardness kuch zyada hi hogaya. Ab sab kuch badal gaya ek week mein. Hamari shaadi hogai and we started bonding again. Yeh sab ek jhatke mein kyu hota hai? Woh bhi hamare hi saath?

I: Mini, jo log kehte hai woh hamesha hi sahi ho esa nahi hai. Tum magnets ko ek dusre se dhoor rakho phir bhi wo wapis chipkenge. Par agar kuch zyada hi dhoor raha to wo kabhi wapis nahi chipkenge. Hamare saath bhi yahi hua. Rohan aur Shiv ke bajese hum me ek bohot choti si space rahi, phir jobs ke baje se aur shooru badhi. Par jab you shifted back to Delhi, woh awkward hona hi tha. Phir ek week mein zindagi badal gai. Jo awkwardness tha hamare beech mein uska kuch matlab hi raha nahi ab. Hum ek dusre ko pehlese aur bohot acche tarah se jante the, par is ek week mein bhagwan ne hamari dosti ko kuch alag hi level pe rakh di. Ab agar kuch hua bhi, toh bhi we will face it together. Okay?

Y/n: College mein jab hum pehli baar mile, tab I had a crush on you. Yehi reason tha uska.

I: Toh ab nahi hai?

I tighten my grip around her and she holds the hem of my t-shirt for support.

Y/n: zyada masti ki na, toh aaj dono pool mein girenge.

I: meine kab Mana kiya hai?

Y/n: not happening. Mujhe pool mein girne se koi problem nahi hai, par tumhe rashes aana shuru hota hai.

I: woh kyuki hamne normal tap water use kiya tha. Mujhe chlorine wale pani se koi problem nahi hoti.

Y/n: toh chalo phir. Par agar by chance, rashes aaye toh bhi hum kuch kar nahi sakte.

I: exactly.

With that I jump in the pool and pull her after me.

Y/n: bohot dino baad mein pool mein utri hun.

I: mein bhi. YouTube ke bajeh se stress level kum hai par bohot kam bhi nahi. Lets do one thing, ab Naha ke so jate hain. It is very required.

Y/n: Haan par mujhe nahi jaana.

I: really? Ok then. Tum ne koi option nahi choda.

I picked her up and made the way to the bathroom. I made her stand under the shower and turned it on. I exited the bathroom and went and sat again near the pool. Y/n makes me feel as if she loves me. Because when I asked he if she still has a crush on me, she had blushed but hid it well. I run my hand through my hair. I heard knocking on the glass door. I looked behind and found her nodding. She had changed and had a towel wrapped around her hair. I went inside the bathroom, turned on the guiser and washed the chlorine off. After I was done, I wrapped a towel around my waist and entered the bedroom, where I found y/n drying her hair. She blushed a bit and made her way out. I changed quickly and sat next to her on the couch.

I: tumne mere question ka answer nahi diya?

Y/n: agar mein na bolu toh?

I was speechless. I hadn't thought about that. I had a slight ache near my heart.

Y/n: Aree kuch nahi, mera answer Haan hi rahega.

I hugged her. She hugged me back.

I: ese stunt kabhi mat karna, ek din meri jan.........

I was cut off by y/n putting her hand on my mouth.

Y/n: phir se ese kuch kaha toh chamet khayga.

I: Awwww

Y/n: setup check Karna hai, videos record aur post bhi toh karni hai.....

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Here is the chapter! I changed the names of the chapter because I had missed a number. Hope you liked this chapter! And a very Happy 75th Independence Day to all of you!!!

The College Crush...|Triggered Insaan FF|Where stories live. Discover now