So here we go..
Pehle hi bata du ki aaj shopping hone wali hai woh bhi achhi khasi...aur kis cheez ki woh bina pade kaise pata chale...chalo jao aur chup chaj padho...Vir :- was sitting silently on the table with some worries on his face...
Purvi notices that...but she don't speak to that....
Everyone was happy...
Anjali :- maa jethji aur purvi ki flight kab ki hai...???
Purvi :- flight...??? Anjali bhabhi aapko bhi pata tha iss k bare mein..???
Anjali :- ha woh maa ne kuch der pehle hi bataya...
Purvi :- par hume to bataiye ki jana kaha hai...???
Anjali :- CAIRNS... Australia...
Purvi :- woh kaha pe hai...?? Kaisa ajeeb sa naam hai...
Anjali :- are baba... 7 samundar par hai..ye australia ki best jagah hai ghoomne k liye...😊 Pr maa purvi ka passport aur visa...??
Pd :- are woh sab bhaiji ne taiyaar kardiya hai...passport to tabhi banva liya tha jab isski shaadi hui thi...Aur Anjali tujhe kaise pata iss k baare mein...tu to kabhi gayi na...
Anjali :- maa woh meri chacheri behen hai na...woh gayi thi to ussi ne bataya...tha iss k baare mein...
Pd :- hmmm....
Par bhaiji aapne waha ki tickets book karvayi hai kya...???MS :- ha woh meine travel ajent ko bola tha to uss ne kardiya....aur vaise bhi virendar to ja chuka hai waha pe...haina virendar???
Pd :- kab gaya yo...hume to pata hi na
MS :- are woh pichle saal jab kuch factory k kaam k se gaya tha kuch deal sign karne...tab usse ye jagah pasand aayi thi aur ussne to waha ek bangla bhi liya hua hai....
Pd :- 😦😦😨😨...itni badi baat tune batayi bhi na...par tune waha pe kyu ghar kharida???
Vir :- woh meine bachho k liye kharida hai...agar bhavishya mein kabhi zarurat padi to kaam aa jave...isi liye...
Pd :- thik kiya...aur purvi..tum dono ki parso dopeher 3:30 baje ki flight hai...to tum dono ko raat k 2 baje tak nikal na hoga...to fir packing bhi kar lena..thik hai...
Purvi :- maa...parso mtlb kaise...abhi hume kitni saari taiyaari karni baaki hai...bachho k school ki bhi taiyaari karni hai... kitne kaam hai...kaise hoga...
Pd :- are sab intazaam ho gaya hai...tu uski fikr na kar...aur bachho ki liye to mein hu anjali hai...tu chinta na kar aur ab khana bhi kha le...
After sometime all have finished there dinner and now all are there in respective room...
Vir was standing near window...and looking little bit upset...
Purvi comes with a jug of water...she sees him...she puts the jug on table and goes near him...
Purvi :- mukhiji...she calls him
He look back...Vir :- ha bol...
Purvi :- mukhiji hume pata hai...ki aap nahi jana chahte...aur aapka mann nahi hai to rehne dete hai na...aise udas mt hoiye...
Vir :- ha mera mann to nahi hai pr... bachho ne pehlibaar kuch manga hai...aur mein ab unka din nahi tod sakta...
Purvi :- aap ki pareshani ki wajah ye nahi hai...hume pata hai...hume pata hai ki honeymoon pe pati patni jate hai...aur humre beech mein to ek dosti ka rishta hai...Aur hum bhale hi yaha ek pati patni k taur pe nahi ek dost ki taur pe ja hi sakte hai...aur aapko iss baat ki hi chinta thi na..???
आप पढ़ रहे हैं
𝐏𝐚𝐭𝐡 𝐎𝐟 𝐃𝐞𝐬𝐭𝐢𝐧𝐲 (Slow Updates - Under Editing)
General FictionLove story of Virendra Pratap Singh and Purvi Pratap Singh, his wife. A 33 year old Tough man ruling over 40 villages as a "Mukhi" fall in love with childish 21 year old girl after marrying her for the sake of his kids. How that man falls for her wh...